SEARCH RESULTS
Showing search results for "आज़ादी"
Ghazal MATCHES FOR "आज़ादी"
Ghazal
na jaane KHatm hu.ii kab hamaarii aazaadii
ta.alluqaat kii paabandiyaa.n nibhaate hu.e
Azhar Iqbal
Ghazal
qurbate.n hote hu.e bhii faaslo.n me.n qaid hai.n
kitnii aazaadii se ham apnii hado.n me.n qaid hai.n
Saleem Kausar
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Hafeez Merathi
Ghazal
Josh Malsiani
Ghazal
sheva-e-ishq hai aazaadii o dahr-aashobii
tuu hai zunnaarii-e-but-KHaana-e-ayyaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
vo jo thaa apnaa gumaan aaj bahut yaad aayaa
thii ajab raahat-e-aazaadii-e-iijaad us me.n
Jaun Eliya
Ghazal
vahii jiine kii aazaadii vahii marne kii jaldii hai
divaalii dekh lii ham ne dasahre kar liye ham ne
Saqi Faruqi
Ghazal
aazaadii-e-gunaah kii hasrat ke saath saath
aazaadii-e-KHayaal kii jur.at nahii.n mujhe
Ehsan Danish
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
milii hai jab se unhe.n bolne kii aazaadii
tamaam shahr ke aKHbaar jhuuT bolte hai.n
Imran Aami
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
yuu.n haath nahii.n aataa vo gauhar-e-yak-daana
yak-ra.ngii o aazaadii ai himmat-e-mardaana