SEARCH RESULTS
Showing search results for "आले"
Ghazal MATCHES FOR "आले"
Ghazal
sunaa hai hashr hai.n us kii Gazaal sii aa.nkhe.n
sunaa hai us ko hiran dasht bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
jis ne kiye hai.n phuul nichhaavar kabhii kabhii
aa.e hai.n us kii samt se patthar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
KHayaal jin kaa hame.n roz-o-shab sataataa hai
kabhii unhe.n bhii hamaaraa KHayaal aataa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
log tanhaa.ii kaa kis darja gilaa karte hai.n
aur fankaar to tanhaa hii rahaa karte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
daastaan-e-shauq kitnii baar dohraa.ii ga.ii
sun.ne vaalo.n me.n tavajjoh kii kamii paa.ii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Aal-e-Umar
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
un ke sitam bhii kah nahii.n sakte kisii se ham
ghuT ghuT ke mar rahe hai.n ajab bebasii se ham
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
allaah nazar ko.ii Thikaana nahii.n aataa
aane ko chale aate hai.n jaanaa nahii.n aataa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
hamaare haath me.n jab ko.ii jaam aayaa hai
to lab pe kitne hii pyaaso.n kaa naam aayaa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
vo ehtiyaat ke mausam badal ga.e kaise
charaaG dil ke a.ndhere me.n jal ga.e kaise
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
yahii achchhaa hai jo is tarah miTaa.e ko.ii
aap bhii phir mujhe Dhuu.nDe to na paa.e ko.ii
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
us kii aal vahii jo us ke naqsh-e-qadam par
sirf zaat kii ham ne aal-e-saadaat nahii.n dekhii
Obaidullah Aleem
Ghazal
jab kabhii baat kisii kii bhii burii lagtii hai
aisaa lagtaa hai ki siine me.n chhurii lagtii hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
KHudaa-parast mile aur na but-parast mile
mile jo log vo apne nashe me.n mast mile
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
lab pe aate hai.n bahut zauq-e-safar ke naGme
aur har gaam pe aaraam liyaa hai tum ne