SEARCH RESULTS
Showing search results for "आशुफ़्ता-मिज़ाज"
Ghazal MATCHES FOR "आशुफ़्ता-मिज़ाज"
Ghazal
kaun jaane ye tiraa shaa'ir-e-aashufta-mizaaj
kitne maGruur KHudaa.o.n kaa raqiib aaj bhii hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kyaa rifaaqat hai yahii ai dil-e-aashufta-mizaaj
dekh ham ek tire vaaste kyaa kyaa na bane
Waheed Akhtar
Ghazal
ab kahaa.n sarmad-o-mansuur se aashufta-mizaaj
rasm farzaano.n ne Daalii hai shakebaa.ii kii
Karamat Ghauri
Ghazal
aashufta-mizaaj aaKHir jaa.e.n to kahaa.n jaa.e.n
har gaam pe yaaro.n ne dhokaa hii diyaa barso.n
Meer Basheer
Ghazal
vahii aavaara o diivaana o aashufta-mizaaj
ham ne 'jaalib' ko sar-e-kuu-e-butaa.n dekhaa hai
Habib Jalib
Ghazal
saalik-e-raah-e-vafaa hai dil-e-aashufta-mizaaj
muzhda-e-gumrahi-e-shauq-e-safar se pahle
Jameel Mazhari
Ghazal
Riyaz Ghazipuri
Ghazal
apnii aashufta mizaajii ke samar bol pa.De
mai.n jo KHaamosh hu.aa zaKHm-e-jigar bol pa.De
Shiraz Akhtar Mughal
Ghazal
ham se aashufta-mizaajo.n kaa pataa puuchhtii hai
kitne baaqii hai.n diye roz havaa puuchhtii hai
Tasneem Abidi
Ghazal
ham se aashufta-mizaajo.n kaa pata puuchhtii hai
kitne baaqii hai.n diye roz havaa puuchhtii hai
Tasneem Abidi
Ghazal
havaa.e.n tez thii.n ye to faqat bahaane the
safiine yuu.n bhii kinaare pe kab lagaane the
Aashufta Changezi
Ghazal
har gaam pe aavaargii-o-dar-ba-darii me.n
ik dhyaan kaa saaya hai mirii ham-safarii me.n
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
ham ne jab dard bharii apnii kahaanii likkhii
log kahne lage ruudaad puraanii likkhii
Karamat Ali Karamat
Ghazal
kis kii aashufta-mizaajii kaa KHayaal aayaa hai
aap hairaan pareshaan kahaa.n jaate hai.n
Zaheer Dehlvi
Ghazal
har aan sa.nvartii hu.ii aashufta-mizaajii
har lahza bikhartaa hu.aa shiiraaza-e-vahshat
Danish Hayat
Ghazal
vahii aashufta-mizaajii vahii KHushiyaa.n vahii Gam
ishq kaa kaam liyaa ham ne shanaasaa.ii se
Ahmad Mushtaq
Ghazal
merii aashufta-mizaajii me.n nahii.n ko.ii kalaam
ruuTh ke saare zamaane se manaayaa hai tujhe