SEARCH RESULTS
Showing search results for "इंतिक़ाम"
Ghazal MATCHES FOR "इंतिक़ाम"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
sar me.n vo intizaar kaa saudaa nahii.n rahaa
dil par vo dha.Dkano.n kii hukuumat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
KHaraab rahte the masjid ke aage mai-KHaane
nigaah-e-mast ne saaqii kii intiqaam liyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
us kii raato.n kaa intiqaam na puuchh
jis ne ha.ns ha.ns ke din guzaare hai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
tujh se vafaa na kii to kisii se vafaa na kii
kis tarah intiqaam liyaa apne aap se
Himayat Ali Shayar
Ghazal
ba.De saliiqe se noTo.n me.n us ko tulvaa kar
amiir-e-shahr se ab intiqaam lenaa hai
Bashir Badr
Ghazal
vo intiqaam kii aatish thii mere siine me.n
milaa na ko.ii to KHud ko pachhaa.D aayaa huu.n
Jamal Ehsani
Ghazal
dariyaa kaa intiqaam Dubo de na ghar tiraa
saahil se roz roz na kankar uThaa ke laa
Mohsin Naqvi
Ghazal
ye vafaa kii saKHt raahe.n ye tumhaare paa-e-naazuk
na lo intiqaam mujh se mire saath saath chal ke
Khumar Barabankavi
Ghazal
maqaam-e-hosh-o-KHirad intiqaam-e-vahshat hai
junuu.n kii raah-guzaaro.n se khel saktaa huu.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
ye kis KHataa pe ruuTh ga.ii chashm-e-iltifaat
ye kab kaa intiqaam liyaa mujh Gariib se
Shakeel Badayuni
Ghazal
mai.n zaKHm khaa ke giraa thaa ki thaam us ne liyaa
mu.aaf kar ke mujhe intiqaam us ne liyaa
Faisal Ajmi
Ghazal
tujh ko bhulaa ke luu.ngaa mai.n KHud se bhii intiqaam
jab mere haath me.n ko.ii paimaana aa.egaa