SEARCH RESULTS
Showing search results for "इंतिज़ाम"
Ghazal MATCHES FOR "इंतिज़ाम"
Ghazal
mai.n KHaalii haath hii jaa pahu.nchaa us kii mahfil me.n
miraa raqiib ba.De intizaam se aayaa
Jamal Ehsani
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
ye sochtaa huu.n charaaGo.n kaa ehtimaam karuu.n
havaa ko bhuuk lagii hai kuchh intizaam karuu.n
Mehshar Afridi
Ghazal
tum aa ga.e ho to kyuu.n intizaar-e-shaam kare.n
kaho to kyuu.n na abhii se kuchh ehtimaam kare.n
Nasir Kazmi
Ghazal
saaqii bhii hai sharaab bhii aazaadiyaa.n bhii hai.n
sab kuchh hai intizaam chalo mai-kade chale.n
Krishn Bihari Noor
Ghazal
navaa-e-murG ko kahte hai.n ab ziyaan-e-chaman
khile na phuul ise intizaam kahte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
lahuu ke ghuu.nT na piitaa to aur kyaa kartaa
vo kah rahe the tiraa intizaam karte hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
KHudaa ne chaahaa to sab intizaam kar de.nge
Gazal pe aa.e to matla' me.n kaam kar de.nge
Shuja Khaavar
Ghazal
mai.n zaKHm khaa ke giraa thaa ki thaam us ne liyaa
mu.aaf kar ke mujhe intiqaam us ne liyaa
Faisal Ajmi
Ghazal
ai aafiyat kinaara kar ai intizaam chal
sailaab-e-girya darpai-e-diivaar-o-dar hai aaj
Mirza Ghalib
Ghazal
is intizaam se kyaa ko.ii mutma.in hotaa
kisii kaa hissa kisii ko janaab denaa pa.Daa
Haseeb Soz
Ghazal
kuchh zahr ko taraste hai.n kuchh mai me.n Garq hai.n
saaqii ye terii bazm kaa kyaa intizaam hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
kaisaa ye intishaar diyo.n kii safo.n me.n hai
kuchh to asar hu.aa hai havaa ke KHitaab kaa
Azhar Nawaz
Ghazal
ye kaun utraa pa.e-gasht apnii masnad se
aur intizaam-e-makaan o siraa badalne lagaa