SEARCH RESULTS
Showing search results for "इज़ार"
Ghazal MATCHES FOR "इज़ार"
Ghazal
matlab na kufr o dii.n se na dair o haram se kaam
kartaa hai dil tavaaf-e-izaar o tavaaf-e-zulf
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
qudrat KHudaa kii sab me.n KHal.ul-iizaar aa.o
baiTho jo mujh kane to parde me.n mu.nh chhupaa kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo gul-izaar idhar aa.egaa sau daaGo.n se
ham apne siine ko rashk-e-chaman banaate hai.n
Amir Hamza Saqib
Ghazal
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
izaar-band ke lachchhe kaa vaah re aalam
gudaaz raano.n pe paajaame kii shikan kyaa KHuub
Imdad Ali Bahr
Ghazal
shab-e-visaal mayassar hai kyuu.n na ai 'shaadaa.n'
ayaaG baada-e-gul-ra.ng gul-izaar se luu.n
Chandu Lal Bahadur Shadan
Ghazal
ye jo sajtii hai kaTaarii-daar mashruu kii izaar
maarne ke vaqt aashiq ke na.ngii tarvaar hai.n
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
shoKHii-e-husn ne chho.Dii na ko.ii raah-e-faraar
ek hii saa.ns me.n inzaar bhii tabshiir bhii hai
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
chhoTaa ba.Daa na kam na ma.njhola izaar-band
hai us parii kaa sab se amolaa izaar-band
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
na kyuu.n izaar kii mohrii hii shaiKH-jii sii le.n
surii.n jo bahr-e-vazuu daab daab rakhte hai.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Naji Shakir
Ghazal
aadhaa badan to yuu.n hii khulaa rahtaa hai tiraa
aaya na baa.ndhnaa gamho ab tak izaar kaa
Shaida Allahabadi
Ghazal
Hasrat Azimabadi
Ghazal
gul-ra.ng-o-laala-faam-o-shafaq-taab-o-KHusha-izaar
yak maah-e-nau se maa.nd hu.e siim-tan tamaam