SEARCH RESULTS
Showing search results for "इतराते"
Ghazal MATCHES FOR "इतराते"
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
jiit ke mujh se itnaa kyuu.n itraate ho
haar ke bhii jiitaa jaataa hai ba.az auqaat
Manzar Naqvi
Ghazal
Anees Ansari
Ghazal
aasmaano.n me.n u.Daa karte the itraate the
ek ik karke zamiino.n ke nivaale hu.e log
Jaani Lakhnavi
Ghazal
Gam ke sailaab me.n ham Duubte itraate hai.n
kabhii us paar to is paar nikal aate hai.n
Muntazir Qaimi
Ghazal
Safi Aurangabadi
Ghazal
umr bhar kaun javaa.n rahtaa hai jaan-e-'farruKH'
phir bhii tum husn pe itraate ho had karte ho
Farrukh Nawaz Farrukh
Ghazal
ham apne haatho.n pe itraate hai.n magar 'arshad'
tilism-e-kuuza-garii chaak hii se baa.ndhte hai.n
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
ye ishq nahii.n ye hai kam-biinii o kam-aqalii
ik lutf-e-tabassum par itnaa nahii.n itraate
Jameel Mazhari
Ghazal
Abu Mohammad Sahar
Ghazal
vo jin kii dostii par aaj itraate ho tum itnaa
kabhii apnii bhii un logo.n se rasm-o-raah thii yaaro
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
manzil-e-Gurbat me.n piichhe rah ga.e hushyaar log
ham divaane the baguulo.n me.n bhii itraate rahe
Zain Ramish
Ghazal
phuul itraate hai.n Daalii pe zaraa dekho to
KHuub bhaatii hai mire dil ko ziyaarat un kii
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
phuul itraate hai.n Daalii pe zaraa dekho to
KHuub bhaatii hai mire dil ko ziyaarat un kii
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
manzil-e-Gurbat me.n piichhe rah ga.e hushiyaar log
ham divaane the baguulo.n me.n bhii itraate rahe
Nazish Sahsarami
Ghazal
raho apne hii ghar me.n tum paraa.e fard ke maanind
sitam dekho taqaaza hai raho is par bhii itraate
Basharat Gill
Ghazal
aise itraate hai.n arbaab-e-KHirad ai 'manshaa'
un ke hii haatho.n me.n tanziim-e-jahaa.n hai jaise