SEARCH RESULTS
Showing search results for "इताअत"
Ghazal MATCHES FOR "इताअत"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ab bhii tauhiin-e-itaa.at nahii.n hogii ham se
dil nahii.n hogaa to bai.at nahii.n hogii ham se
Iftikhar Arif
Ghazal
hai itaa.at ke liye apnaa faqat ek KHudaa
na KHudaa.o.n kii itaa.at nahii.n hogii ham se
Iqbal Azeem
Ghazal
azal se us kii tabii.at me.n sar-kashii hai 'talab'
kahaa.n kisii kii itaa.at havaa se hotii hai
Khurshid Talab
Ghazal
kyuu.n aa.e hosh me.n jo ibaadat na kar sake
piir-e-muGaa.n kii ham se itaa.at na ho sakii
Hasrat Mohani
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
jo tiir bhii hai, itaa.at-guzaar hai us kaa
ye jaantii hai kamaa.n kaun maaraa jaa.egaa
Naseem Sahar
Ghazal
KHudii ko liye be-KHudii ko sambhaale
itaa.at Gazal hai baGaavat Gazal hai
Mohan Singh Deewana
Ghazal
ham sazaa-vaar jo Thahre to sabab hai itnaa
hukm-e-haakim pe kabhii ham ne itaa.at nahii.n kii
Majeed Akhtar
Ghazal
jab tai hu.aa ki raushnii parvardigaar hai
pahluu bachaa.uu.n us kii itaa.at nahii.n karuu.n
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
mohabbat be-itaa.at ek dhoka hai mohabbat kaa
mohabbat kaa jo da.avaa hai to koshish kar itaa.at me.n
Safi Aurangabadi
Ghazal
zor-o-zar se bhii kahii.n 'daaG' hasii.n milte hai.n
apne nazdiik to hai sab se itaa.at achchhii
Dagh Dehlvi
Ghazal
itaa.at me.n KHidmat me.n farmaa.n-barii me.n
Garaz har tarah jaa.n-fishaanii karegaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
zulm sah kar bhii baGaavat kaa nahii.n sochaa mai.n ne
hausla dekh ki haakim kii itaa.at kii hai
Rana Usman Ahaamir
Ghazal
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
jab bhii chale hai.n jaada-e-haq par chale hai.n ham
ham ne munaafiqo.n kii itaa.at kabhii na kii