SEARCH RESULTS
Showing search results for "इन्हें"
Ghazal MATCHES FOR "इन्हें"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
agle vaqto.n ke hai.n ye log inhe.n kuchh na kaho
jo mai o naGma ko andoh-rubaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
shaa.erii kaa ko.ii andaaz samajhtaa hai inhe.n
vo mohabbat kii rivaayaat samajhtaa hii nahii.n
Fatima Hasan
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
apne ham-zaad daraKHto.n me.n kha.Daa sochtaa huu.n
mai.n to aayaa thaa inhe.n aag lagaane ke liye
Abbas Tabish
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Hakeem Nasir
Ghazal
ai merii jaan inhe.n sach kaa to pata hai magar
ye log tere hai.n patthar mujhii ko maare.nge
Vikram Gaur Vairagi
Ghazal
pau phaTe kyuu.n mirii palko.n pe sajaate ho inhe.n
ye sitaare to mujhe shaam se pahchaante hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
jugnuu inhe.n samjhaa thaa magar kyaa kahuu.n 'mansuur'
muTThii ko jo kholaa to sharaare nikal aa.e
Mansoor Usmani
Ghazal
jagah jagah pe the naaseh to kuu-ba-kuu dilbar
inhe.n pasand unhe.n naa-pasand kyaa karte
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tumhaare piichhe lagii hai.n udaasiyaa.n kab se
kisii pa.Daav pe ruk kar inhe.n shikaar karo
Madan Mohan Danish
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
ho vaapsii agar to inhe.n raasto.n se ho
jin raasto.n se pyaar tiraa le gayaa mujhe
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Azeem Kamil
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
ye phuul KHud hii suukh kar aa.e.nge KHaak par
tuu apne haath se na inhe.n paa.emaal kar