SEARCH RESULTS
Showing search results for "इश्वा-गरी"
Ghazal MATCHES FOR "इश्वा-गरी"
Ghazal
sharminda nahii.n kaun tirii ishva-garii kaa
be-vaj.h nahii.n mu.nh kaa chhupaanaa hai parii kaa
Raza Azimabadi
Ghazal
kisii kii ishva-garii se ba-Gair-e-fasl-e-bahaar
sabhii kaa chaak girebaa.n hai dekhiye kyaa ho
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
zabaan-e-haal se kahtaa hai naaz-e-ishva-garii
hayaa chhupaa na sakii chashm-e-maz.harii se mujhe
Jameel Mazhari
Ghazal
ai husn ye andaaz-o-adaa tujh me.n kahaa.n the
mai.n tere liye aa.iina-e-ishva-garii huu.n
Jarrar Chhaulisi
Ghazal
kisii kaa Gamza sharaabo.n se chuur qaus-e-quzah
adaa Guruur javaanii suruur ishva-garii
Shahzad Qais
Ghazal
tuu kabhii raag kabhii rang kabhii KHushbuu hai
kaisii kaisii na tujhe ishva-garii aave hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ham aise logo.n ko ishva-garii nahii.n aatii
ham ik zaraa sii sharaarat se TuuT jaate hai.n
Inam Kabeer
Ghazal
uThte hii nazar hosh kii mahfil hu.ii barham
ai dost qayaamat hai ki ye ‘ishva-garii hai
Ishrat Jahangirpuri
Ghazal
ek hii haal pe qaa.em hai azal se ab tak
husn kii ishva-garii ishq kii shoriida-sarii
Vafa Malikpuri
Ghazal
hai.n terii ishva-garii ke ye muKHtalif pahluu
kaliisaa kyaa hai haram kyaa hai but-kada kyaa hai
Nazeer Muzaffarpuri
Ghazal
ruuTh kar un kii galii me.n jo lagaa tuu 'inshaa'
har ik us do la.Dii motii kii la.Dii mujh se la.Dii
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ba.nk kii jalva-garii par Gash huu.n
ya.anii us sabz parii par Gash huu.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Anjum Usman
Ghazal
kar imtihaa.n Tuk ho ke tuu KHu.nKHaar yak taraf
mai.n aaj yak taraf huu.n tire yaar yak taraf
Qayem Chaandpuri
Ghazal
saahab ke harza-pan se har ek ko gila hai
mai.n jo nibaahtaa huu.n meraa hai hausla hai
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
ek din raat kii sohbat me.n nahii.n hote shariik
ham ko kyaa faa.eda gar aap bahut hai.n nazdiik
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ga.nvaa.ii kis kii tamannaa me.n zindagii mai.n ne
vo kaun hai jise dekhaa nahii.n kabhii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
nigah-e-shauq ko yuu.n aa.ina-saamaanii de
ishq ko husn banaa husn ko hairaanii de