SEARCH RESULTS
Showing search results for "ओहदे"
Ghazal MATCHES FOR "ओहदे"
Ghazal
gharo.n pe naam the naamo.n ke saath ohde the
bahut talaash kiyaa ko.ii aadmii na milaa
Bashir Badr
Ghazal
ohde se mad.h-e-naaz ke baahar na aa sakaa
gar ik adaa ho to use apnii qazaa kahuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
us kii zabaa.n ke ohde se kyuu.nkar nikal sakuu.n
kahtaa huu.n ek mai.n to sunaataa hai mujh ko das
Meer Taqi Meer
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
chho.D kar us vaqt ohde KHud chalaa jaa.uu.ngaa mai.n
shak jahaa.n ko.ii mire iimaan par karne lage
Chitransh Khare
Ghazal
uu.nche uu.nche ohde hai.n haath kaT bhii sakte hai.n
be-zamiir logo.n par soch kar Gazal likhnaa
Farooq Shakeel
Ghazal
taKHt tabdiil bhii ho saktaa hai taKHte me.n kabhii
apne ohde se vo maazuul bhii ho saktaa hai
Khaqan Khavar
Ghazal
qad kii hamaare paimaa.ish kyaa badal ga.e miizaan
milne lage hai.n baazaaro.n me.n ohde aur dastaar
Khwaja Sajid
Ghazal
Riyasat Ali Taj
Ghazal
so ab mai.n ohda-e-duniyaa se kyaa Garaz rakhuu.n
kisii ne mansab-e-dil par biThaa diyaa hai mujhe
Mubeen Mirza
Ghazal
KHiraam fitna-e-roz-e-jazaa ba-ii.n shoKHii
tire KHiraam ke ohde se bar nahii.n aatii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Sagheer Ahmad Sagheer
Ghazal
ko.ii bhii yuu.nhii nahii.n phirtaa kisii ke ird-gird
sab kiyaa karte hai.n ohde aur rutbe kaa tavaaf
Tahir Saood Kiratpuri
Ghazal
ohde ko mai.n kisii ke kabhii puujtaa nahii.n
kirdaar hii ke aage hamesha jhukaa huu.n mai.n