SEARCH RESULTS
Showing search results for "कथा"
Ghazal MATCHES FOR "कथा"
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ham to samjhe the ki ham bhuul ga.e hai.n un ko
kyaa hu.aa aaj ye kis baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
dariyaa kaa talaatum to bahut din kii kathaa hai
lekin mire andar kaa bha.nvar kyo.n nahii.n jaataa
Akhtar Usman
Ghazal
nii.nd ke saath hii ik baab nayaa khultaa hai
KHvaab ke TuuTne ju.Dne kii kathaa hotii hai
Tripurari
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
baarish KHushbuu rang havaa hai.n mai.n aur tuu
KHvaabo.n kaa be-naam siraa hai.n mai.n aur tuu
Naina Adil
Ghazal
sunaa rahaa huu.n kisii aur ko kathaa apnii
kha.Daa hu.aa hai ko.ii aur aadmii mire saath
Abid Malik
Ghazal
tum ne kyuu.n baaruud bichhaa dii dhartii par
mai.n to du.aa kaa shahr basaane vaalaa thaa