SEARCH RESULTS
Showing search results for "कलीसा"
Ghazal MATCHES FOR "कलीसा"
Ghazal
iimaa.n mujhe roke hai jo khii.nche hai mujhe kufr
ka.aba mire piichhe hai kaliisaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
hai aashiqii me.n rasm alag sab se baiThnaa
but-KHaana bhii haram bhii kaliisaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
haazir hai.n kaliisaa me.n kabaab o mai-e-gulguu.n
masjid me.n dharaa kyaa hai ba-juz mau.iza o pand
Allama Iqbal
Ghazal
vaah kyaa raah dikhaa.ii hai hame.n murshid ne
kar diyaa kaabe ko gum aur kaliisaa na milaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
jab us ruKH-e-pur-nuur kaa jalva nazar aayaa
ka.aba nazar aayaa na kaliisaa nazar aayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
zaahir me.n ko.ii ka.aba ko.ii dair-o-kaliisaa
baatin me.n har ik chiiz tiraa naqsh-e-qadam hai
Fana bulandshahri
Ghazal
Divakar Rahi
Ghazal
jhuktaa hai ba-sad ijz kaliisaa mire dar par
aataa hai laraztaa hu.aa kaaba mire aage
Josh Malihabadi
Ghazal
Anwar Jalalpuri
Ghazal
Zuhoor Nazar
Ghazal
ye 'ibaadat hai 'ibaadat me.n siyaasat kaisii
is me.n kaa'ba yaa kaliisaa nahii.n dekhaa jaataa
Nafas Ambalvi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
haram-o-dair se matlab na kaliisaa se Garaz
kaash ye bhii kahii.n hote tire ghar kii suurat
Aatish Bahawalpuri
Ghazal
bujh ga.ii sham-e-haram baab-e-kaliisaa na khulaa
khul ga.e zaKHm ke lab teraa dariicha na khulaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
dair-o-kaa'ba ho kaliisaa ho ki mai-KHaana ho
sab har ik dar pe tujhii ko to sadaa dete hai.n
Gulzar Dehlvi
Ghazal
masjid-o-mandir kaliisaa sab me.n jaanaa chaahiye
dar kahii.n kaa ho muqaddar aazmaanaa chaahiye