SEARCH RESULTS
Showing search results for "क़हत-ए-अना"
Ghazal MATCHES FOR "क़हत-ए-अना"
Ghazal
mai.n ne kahaa hare hii rahe.n umr bhar 'anaa'
kahne lage the jhaT se hii aamiin zaKHm-e-dil
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
mai.n ne kisii kaa dil nahii.n to.Daa kabhii 'anaa'
vallaah mujh me.n ye kabhii aadat nahii.n rahii
Ana Dehlvi
Ghazal
ye dil ki qahat-e-anaa se Gariib Thahraa hai
mirii zabaa.n ko zar-e-iltimaas kyaa degaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
jism ke KHol me.n ik shahr-e-anaa rakkhaa hai
naam jiivan kaa tabhii ham ne sazaa rakkhaa hai
Ibn-e-Ummeed
Ghazal
fasiil-e-shahr-e-anaa me.n shigaaf mai.n ne kiyaa
ye kaar-naama KHud apne KHilaaf mai.n ne kiyaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
hai sau adaa.o.n se uryaa.n fareb-e-ra.ng-e-anaa
barahna hotii hai lekin hijaab-e-KHvaab ke saath
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
jo the mahruum-e-anaa jaa kar samundar me.n gire
ek dariyaa ne magar apnii ravaanii chho.D dii
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
is baaG me.n hai baad-e-KHizaa.n o baad-e-qaht
har gul ke dil me.n hai KHalish-e-KHaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
qahat-e-vafaa-e-ahd-o-paimaa.n hai in dino.n
zoro.n pe ehtiyaat-e-dil-o-jaa.n hai in dino.n
Zuhoor Nazar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
chaman itnaa KHizaa.n-aasaar pahle kab hu.aa thaa
balaa kaa qaht-e-barg-o-baar pahle kab hu.aa thaa
Tahseen Firaqi
Ghazal
ajiib qaht-e-KHayaal-o-KHabar se guzre ham
kisii ne haal bhii puuchaa to jii bahaal hu.aa
Mahshar Badayuni
Ghazal
Sultan Akhtar
Ghazal
kis qaht-e-KHor-o-KHvaab me.n mai.n mol ke laayaa
vo naan ki jo kaasa-e-darvesh jalaa de
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kashkol-e-chashm le ke phiro tum na dar-ba-dar
'manzuur' qaht-e-jins-e-vafaa kaa ye saal hai
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
pyaasii zamiin-e-dil hai pa.Daa qaht-e-fasl-e-shauq
haa.n ai havaa kidhar ga.e din barshgaal ke