SEARCH RESULTS
Showing search results for "कामयाब-ए-दीद"
Ghazal MATCHES FOR "कामयाब-ए-दीद"
Ghazal
mai.n kaamyaab-e-diid bhii mahruum-e-diid bhii
jalvo.n ke izhdihaam ne hairaa.n banaa diyaa
Asghar Gondvi
Ghazal
isii ko kaamyaab-e-diid kahte hai.n nazar vaale
vo aashiq jo halaak-e-hasrat-e-diidaar ho jaa.e
Afqar Mohani
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
us taraf vo to idhar ham hai.n pareshaa.n 'bebaak'
KHvaahish-e-diid kisii taur na Taalii jaa.e
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
izn-e-jalva mil chukaa hai ab tujhe a chashm-e-shauq
kaamyaab-e-jalva-gaah-e-naaz honaa chaahiye
Zeb Bareilwi
Ghazal
hai zarra zarra mahshar-e-aashob-e-shauq-e-diid
ab vaqt aa gayaa hai ki pardaa kare ko.ii
Bekhud Mohani
Ghazal
kamaal-e-garmii-e-sa.ii-e-talaash-e-diid na puuchh
ba-ra.ng-e-KHaar mire aa.ine se jauhar khii.nch
Mirza Ghalib
Ghazal
savaal-e-diid pe tevrii cha.Dhaa.ii jaatii hai
majaal-e-diid pe bijlii giraa.ii jaatii hai
Fani Badayuni
Ghazal
ai aarzuu-e-diid isii jurm-e-diid me.n
maare ga.e hai.n kitne jahaa.n-diida dekhnaa
Raza Vasfi
Ghazal
Hadi Machlishahri
Ghazal
saa.at-e-diid ki aariz hai.n gulaabii ab tak
avvalii.n lamho.n ke gulnaar hijaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
thaa iztiraab-o-tamannaa-e-diid gul kaa karam
bahut kaThin thaa safar varna KHaarzaaro.n kaa
Umang Bali
Ghazal
Mahir Qureshi Barelvi
Ghazal
lazzat-e-be-KHudii-e-diid kii ruudaad na puuchh
ik fasaana hai jo kuchh yaad hai kuchh yaad nahii.n
Arzoo Saharanpuri
Ghazal
'majaaz' kis ko mai.n samjhaa.uu.n ko.ii kyaa samjhe
ki kaamyaab-e-mohabbat bhii kaamyaab nahii.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
lahuu kii har ik buu.nd dil ban ga.ii hai
KHushaa lazzat-e-kaamyaab-e-mohabbat