SEARCH RESULTS
Showing search results for "कारवाई"
Ghazal MATCHES FOR "कारवाई"
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
vo khel baiThaa mohabbat se phir mohabbat ne
javaabii vaar kiyaa kaaravaa.ii karte hu.e
aabid umar
Ghazal
yahii sazaa hai charaaGo.n se aashnaa.ii kii
mire KHilaaf havaa.o.n ne kaarvaa.ii kii
Tanmay Mishra
Ghazal
kaaravaa.ii jab karoge nek logo.n ke KHilaaf
dekh lenaa saare harbe be-asar ho jaa.e.nge
Ahmed Arsalan
Ghazal
tahii zindagii se nahii.n ye fazaa.e.n
yahaa.n saik.Do.n kaarvaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
nigah buland suKHan dil-navaaz jaa.n pur-soz
yahii hai raKHt-e-safar miir-e-kaarvaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
baarhaa dekhaa hai 'saaGar' rahguzaar-e-ishq me.n
kaarvaa.n ke saath aksar rahnumaa hotaa nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
ham aa.ndhiyo.n ke ban me.n kisii kaarvaa.n ke the
jaane kahaa.n se aa.e hai.n jaane kahaa.n ke the
Jaun Eliya
Ghazal
ab jis taraf se chaahe guzar jaa.e kaarvaa.n
viiraaniyaa.n to sab mire dil me.n utar ga.ii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
mai.n akelaa hii chalaa thaa jaanib-e-manzil magar
log saath aate ga.e aur kaarvaa.n bantaa gayaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ab raftagaa.n kii baat nahii.n kaarvaa.n kii hai
jis samt bhii ho gard-e-safar jaanaa chaahiye
Ahmad Faraz
Ghazal
qataar-e-shisha hai yaa kaarvaan-e-ham-safaraa.n
KHiraam-e-jaam hai yaa jaise kaa.enaat chale