SEARCH RESULTS
Showing search results for "कू-ए-सनम"
Ghazal MATCHES FOR "कू-ए-सनम"
Ghazal
aavaargaam-e-sahraa kuu-e-sanam na Dhuu.nDe.n
jalvo.n kii vo bahaare.n zulfo.n ke KHam na Dhuu.nDe.n
Mateen Sarosh
Ghazal
raste me.n kaun kaun milaa kuchh KHabar nahii.n
kuu-e-sanam se marhala-e-daar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
shauq tauf-e-haram-e-kuu-e-sanam kaa din raat
suurat-e-naqsh-e-qadam Thokare.n khilvaataa hai
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
avval to na qaasid ko rahe kuu-e-sanam yaad
pahu.nche to faraamosh ho paiGaam hamaaraa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Nazmi Sikandrabadi
Ghazal
zaahid mai.n aaj tak na haram tak gayaa magar
kuu-e-sanam me.n roz hii karne ko haj gayaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
vaa.iz kabhii hilaa nahii.n kuu-e-sanam se mai.n
kyaa jaanuu.n kyaa hai martaba arsh-e-aziim kaa
Momin Khan Momin
Ghazal
jannat kaa tazkira kabhii kuu-e-sanam kii baat
dono.n jahaa.n kaa lutf hai jaam-e-sharaab me.n
Mahir Bilgrami
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
qais diivaana nahii.n thaa to gayaa kyo.n suu-e-dasht
hote hai.n kuu-e-sanam ke dar-o-diivaar aziiz
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
jab dil ko ta'alluq na rahaa kuu-e-sanam se
ye kashmakash-e-tark-o-talab kis ke liye hai
Syed Amin Ashraf
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dil me.n KHayaal-e-manzil-e-daar-o-rasan liye hu.e
aaj ko.ii guzar gayaa kuu-e-sanam se duur duur
Manzar Ayubi
Ghazal
chal diye uTh ke suu-e-shahr-e-vafaa kuu-e-habiib
puuchh lenaa thaa kisii KHaak-basar se pahle