SEARCH RESULTS
Showing search results for "क्लर्क"
Ghazal MATCHES FOR "क्लर्क"
Ghazal
jitnii hai ik clerk kii tanKHvaah aaj kal
utnaa hai begamaat ke ik gaal kaa bajaT
Khalid Irfan
Ghazal
saaqii bhii monsoon ke daftar me.n hai clerk
botal bhii ab to aaya karegii ghaTaa ke saath
Sham Lal Roshan Dehlvi
Ghazal
ro.e.nge merii yaad me.n mahr o mah o nujuum
in aa.ino.n me.n aks-e-qalaq chho.D jaa.uu.ngaa
Iqbal Sajid
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
aaj tak ham ko qalaq hai usii rusvaa.ii kaa
bah ga.e the jo bichha.Dne pe hamaare aa.nsuu
Hakeem Nasir
Ghazal
ik KHvaab nii.nd kaa thaa sabab, jo nahii.n rahaa
us kaa qalaq hai aisaa ki mai.n so nahii.n rahaa
Irfan Sattar
Ghazal
dil-saKHtiyo.n se aa.ii tabii.at me.n naazukii
sabr-o-tahammul-e-qalaq-e-jaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
dil ko qalaq hai tark-e-mohabbat ke baad bhii
ab aasmaa.n ko shikva-e-bedaad aa gayaa
Momin Khan Momin
Ghazal
raasta ghere hai.n armaan-o-qalaq hasrat-o-yaas
mai.n zaraa bhii.D haTaa luu.n to chale jaa.iyegaa
Bedam Shah Warsi
Ghazal
qalaq thaa sab ko samundar kii be-qaraarii kaa
kisii ne mu.D ke nadii kii taraf nahii.n dekhaa
Manzar Bhopali
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
us kuu me.n Thaharne na diyaa josh-e-qalaq ne
aGyaar se ham shikva-e-bejaa na kare.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
Mahshar Badayuni
Ghazal
siimaab-vaar mar ga.e zabt-e-qalaq se ham
kyaa qahr hai tabii.at-e-maa.il ko thaamnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
har phuul ke siine me.n gul-e-sa.ng ho 'saajid'
har sang me.n ik ra.ng-e-qalaq chaahiye mujh ko
Iqbal Sajid
Ghazal
na ho aarzuu kuchh yahii aarzuu hai
faqat mai.n hii mai.n huu.n to phir tuu hii tuu hai
Qalaq Merathi
Ghazal
KHudaa ke haath hai apnaa ab ai 'qalaq' insaaf
buto.n se hashr me.n hogaa muqaabla dil kaa