SEARCH RESULTS
Showing search results for "खजूर"
Ghazal MATCHES FOR "खजूर"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
saaya hai kam khajuur ke uu.nche daraKHt kaa
ummiid baa.ndhiye na ba.De aadmii ke saath
Kaif Bhopali
Ghazal
Hammad Niyazi
Ghazal
Gubaar-e-dar-ba-darii jis ne kar diyaa mujh ko
musaafiro.n ko usii dhuup ne khajuur kiyaa
Abbas Tabish
Ghazal
Pagal Adilabadi
Ghazal
Natiq Lakhnavi
Ghazal
'hasan' jo maazii kaa saf.ha ulTaa to aa ga.e hai.n
khajuur ke pe.D Tiile aur maahtaab aage
Hasan Abbasi
Ghazal
is gaa.nv ke nasheb me.n bahtii hai ik nadii
naddii pe ek pe.D jhukaa hai khajuur kaa
Nasir Shahzad
Ghazal
chalaa ke siine pe KHanjar ye dekh lo tum KHud
dukho.n se qalb meraa chuur-chuur niklegaa
Zubair Ahmad Tanha Malik Rampuri
Ghazal
besh az do harf apnii nahii.n daastaan-e-dard
ham gir ke aasmaan se aTke khajuur me.n
Ameen Hazin
Ghazal
tabhii to zehn pe haavii hai ishq-e-sahraa.ii
azal se dil ke maraasim rahe khajuur se bhii
Faisal Nadeem Faisal
Ghazal
pa.Dii hu.ii khajuur se nabiiz kaise ban ga.ii
rukaa hu.aa KHayaal harf-e-na.at kaise ho gayaa
Hina Ambareen
Ghazal
Ata Lucknowi
Ghazal
jannat se uktaa.e hu.e do dil duniyaa me.n ram ga.e
aasmaan se girne vaale aa ke khajuur me.n aTke
Nadim Nadeem
Ghazal
marne vaalo aa.o ab gardan kaTaa.o shauq se
ye Ganiimat vaqt hai KHanjar kaf-e-qaatil me.n hai