SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ास"
Ghazal MATCHES FOR "ख़ास"
Ghazal
kyaa lutf ki mai.n apnaa pata aap bataa.uu.n
kiije ko.ii bhuulii hu.ii KHaas apnii adaa yaad
Jigar Moradabadi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
tanqiid-e-husn maslahat-e-KHaas-e-ishq hai
ye jurm gaah gaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
kis ke tavaaf me.n the aur ye din aa ga.e hai.n
kyaa KHaak thii ki jis ko ehraam karte karte
Zafar Iqbal
Ghazal
girya-o-zaarii ko bhii ik KHaas mausam chaahiye
merii aa.nkhe.n dekh lo mai.n vaqt par rotaa na thaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
KHaas sa.Dke.n band hai.n tab se marammat ke liye
ye hamaare vaqt kii sab se sahii pahchaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
mai.n javaaban bhii jinhe.n gaalii nahii.n detaa vo log
merii jaanib se ise KHaas mohabbat samjhe.n
Ali Zaryoun
Ghazal
jab apne ghar pe bulaataa huu.n mai.n kabhii un ko
unhe.n zaruur ko.ii KHaas kaam hotaa hai
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
varna to nii.nd se bhii nahii.n ko.ii KHaas rabt
aa.nkho.n ko sirf aap ke KHvaabo.n kaa shauq hai
Charagh Sharma
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
ye zaa.iraan-e-alii-ga.Dh kaa KHaas tohfa hai
mirii Gazal kaa tabarruk dilo.n kii barakat hai
Bashir Badr
Ghazal
kyaa zohd ko maanuu.n ki na ho garche riyaa.ii
paadaash-e-amal kii tama-e-KHaam bahut hai
Mirza Ghalib
Ghazal
aisii to ko.ii KHaas KHataa bhii nahii.n hu.ii
haa.n ye samajh liyaa thaa ki ham apne ghar me.n hai.n