SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़िफ़्फ़त"
Ghazal MATCHES FOR "ख़िफ़्फ़त"
Ghazal
ishq me.n zillat hu.ii KHiffat hu.ii tohmat hu.ii
aaKHir aaKHir jaan dii yaaro.n ne ye sohbat hu.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
hazaaro.n hiile bahaane taraash lo phir bhii
tum apne chehre kii KHiffat chhupaa nahii.n sakte
Ahmad Adil
Ghazal
aap ko ik na.ii KHiffat se bachaane ke liye
chaandnii ko nazar-andaaz kiyaa hai mai.n ne
Fawad Ahmad
Ghazal
in.aam-zada chehro.n pe KHiffat thii KHushii kii
darbaar me.n ik tan se judaa sar bhii pa.Daa thaa
Naseer Baloch
Ghazal
letaa nahii.n jo mol ko.ii muft bhii use
KHiffat uThaa ke aate hai.n ghar vaa.e shaa.erii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
judaa.ii me.n ai 'bahr' marnaa bhalaa hai
jiye.nge to KHiffat se ga.Dte rahe.nge
Imdad Ali Bahr
Ghazal
tiira-baKHtii se hu.ii mujh ko ye KHiffat haasil
dil-e-vahshat me.n suvaidaa kii jagah paa.ii hai
Dattatriya Kaifi
Ghazal
baad marne ke mujhe aap se KHiffat ye hai
jaan to maut ne lii aap pe ilzaam aayaa
Sayyad Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi
Ghazal
muujib-e-KHiffat hai 'aalam me.n tajarrud-peshgii
mai.n subuk-saar-e-mohabbat ho ke halkaa ho gayaa
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
KHaamosh huu.n mujrim kii tarah aap ke aage
goyaa mujhe KHiffat hai ki mai.n kuchh nahii.n kahtaa
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
bad-kalaamii par vo naadim hai mujhe hotaa yaqii.n
us kii aa.nkho.n me.n agar ik baar KHiffat dekhtii
Nusrat Chaudhary
Ghazal
kaun KHiffat mol letaa pesh-qadmii kartaa kaun
buzdilii phailii hu.ii thii mere us ke darmiyaa.n
Parwez Rahmani
Ghazal
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
mai.n jo aayaa guftuguu KHaamosh KHiffat ban ga.ii
zikr meraa hii thaa shaayad mahfil-e-ahbaab mai.n
Zaheer Siddiqui
Ghazal
hogii KHiffat unhe.n dam to.D chukaa hai 'safdar'
aise ruuThe ki na aa.e.n vo manaane ke liye