SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ुद-आराई"
Ghazal MATCHES FOR "ख़ुद-आराई"
Ghazal
Shiv Ratan Lal Barq Punchhwi
Ghazal
jab sabaq de unhe.n aa.iina KHud-aaraa.ii kaa
haal kyuu.n puuchhe.n bhalaa vo kisii saudaa.ii kaa
Sehr Ishqabadi
Ghazal
yaad aataa hai samaa.n mujh ko KHud-aaraa.ii kaa
chaa.ndnii raat me.n aalam tirii a.ng.Daa.ii kaa
Bismil Allahabadi
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
jalva dikhlaa.e jo vo apnii KHud-aaraa.ii kaa
nuur jal jaa.e abhii chashm-e-tamaashaa.ii kaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Radhe Shiyam Rastogi Ahqar
Ghazal
jamaal-o-naKHvat-o-KHud-biinii-o-KHud-aaraa.ii
jo kuchh hai tere liye kab hai maasivaa ke liye
Syed Shabbir Hassan Rizvi
Ghazal
husn masruuf-e-tajalli-o-KHud-aaraa.ii hai
vo tamaasha hii nahii.n KHud bhii tamaashaa.ii hai
Bakhtiyar Ziya
Ghazal
Mohsin Ehsan
Ghazal
husn be-vaasta-e-zauq-e-KHud-aaraa.ii thaa
ishq be-vaahima-e-lazzat-e-rusvaa.ii thaa
Sahir Dehlavi
Ghazal
sabhii ko KHabt-e-KHud-aaraa.ii-o-numaa.ish hai
sabhii ke zehn pe aurat savaar hai haa.n hai
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
aa.iine kii haajat se inkaar nahii.n lekin
is darja na thaa pahle dastuur-e-KHud-aaraa.ii
Asrarul Haq Asrar
Ghazal
aa.ina to.D ke haatho.n me.n liye baiThe hai.n
ibrat-a.ngez ye anjaam-e-KHud-aaraa.ii hai
Habab Hashmi
Ghazal
ba-juz diivaangii hotaa na anjaam-e-KHud-aaraa.ii
agar paidaa na kartaa aa.ina zanjiir jauhar kii
Mirza Ghalib
Ghazal
jo log aa.ine se bahut duur duur the
un ko bhii aaj bazm-e-KHud-aaraa.ii chaahiye
Aashufta Changezi
Ghazal
ai naaz-e-KHud-aaraa.ii de zarf ko pahnaa.ii
ghuTtaa hu.aa qatre me.n dariyaa nazar aataa hai
Jameel Mazhari
Ghazal
is qadar naaz na kiije ki buzurgo.n ne bahut
baarhaa bazm-e-KHud-aaraa.ii sajaa.ii hu.ii hai
Afeef Siraj
Ghazal
nayaa nayaa hai abhii jazba-e-KHud-aaraa.ii
KHudaa kare ki na aa.e KHayaal-e-yaktaa.ii