SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ुद-मुख़्तार"
Ghazal MATCHES FOR "ख़ुद-मुख़्तार"
Ghazal
mohabbat ik na ik din ye hunar tum ko sikhaa degii
baGaavat par utarnaa aur KHud-muKHtaar ho jaanaa
Munawwar Rana
Ghazal
hauslo.n se likh rahaa apnii qismat aap hii
KHud hii KHud-muKHtaar hai is vatan kaa aadmii
Aqib Javed
Ghazal
kisii kii rahbarii 'bebaak' ham se kis tarah hogii
na jaane kab hamaarii fikr KHud-muKHtaar ho jaa.e
Abhay Kumar Bebak
Ghazal
ko.ii lambe safar par duur jaanaa chaahtaa hai
ki har ko.ii hai KHud-muKHtaar apne raaste kaa
Iqtidar Javed
Ghazal
jalse hii jalse hai.n jab se vo hu.e KHud-muKHtaar
ko.ii itnaa nahii.n kahtaa ki ye kyaa karte hai.n
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Habib Tanvir
Ghazal
jis pe mai.n chhaap sakuu.n sikka-e-KHud-muKHtaarii
zindagii me.n ko.ii aisii bhii to saa.at aa.e
Roohi Kanjahi
Ghazal
dil ne KHud israar kyaa ik mumkina hijrat par
ham ne is majbuurii me.n bhii KHud-muKHtaarii kii
Anjum Saleemi
Ghazal
Mushtaq Ahmad Mushtaq
Ghazal
maazii kii baat aur thii 'mumtaaz' aaj bhii
KHud-saaKHta hai.n kitne KHudaa ham se puuchhiye
Mumtaz Ahmad Mumtaz
Ghazal
amiin-e-Gairat-e-ulfat jo zindagii hogii
vo be-KHudii me.n bhii shaa.ista-e-KHudii hogii
Mukhtar Hashmi
Ghazal
Shariq Merthi
Ghazal
KHayaalo.n me.n bhii aksar chau.nk uThaa huu.n
KHudaa jaane mai.n kyaa kyaa sochtaa huu.n