SEARCH RESULTS
Showing search results for "खोने"
Ghazal MATCHES FOR "खोने"
Ghazal
mai.n bhii use khone kaa hunar siikh na paayaa
us ko bhii mujhe chho.D ke jaanaa nahii.n aataa
Waseem Barelvi
Ghazal
ye zindagii bhii ajab kaarobaar hai ki mujhe
KHushii hai paane kii ko.ii na ranj khone kaa
Javed Akhtar
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Ibrahim Ashk
Ghazal
misaal is kii kahaa.n hai ko.ii zamaane me.n
ki saare khone ke Gam paa.e ham ne paane me.n
Javed Akhtar
Ghazal
jo hame.n paa ke bhii khone se bahut piichhe thaa
ham use kho ke bhii paane se bahut aage hai.n
Zeeshan Sahil
Ghazal
Shahryar
Ghazal
use kho kar bhii na khone kii KHushii ab na rahii
use paa kar bhii na paane kii kasak aaj bhii hai
Tanveer Ghazi
Ghazal
kisii badan kii sadaa ne bachaa liyaa mujh ko
mai.n varna ruuh ke jangal me.n khone vaalaa thaa
Farhat Ehsas
Ghazal
hujuum dekhtaa huu.n jab to kaa.np uThtaa huu.n
agarche KHauf nahii.n ab kisii ke khone kaa
Shahryar
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
dekho to kuchh ziyaa.n nahii.n khone ke baavajuud
hotaa hai ab bhii ishq na hone ke baavajuud
Zafar Iqbal
Ghazal
chaahaa tujhe to KHud se mohabbat sii ho ga.ii
khone ke baad mil ga.ii apnii KHabar mujhe
Qamar Jalalabadi
Ghazal
qaraar-o-sabr jo karne the kar chuke barbaad
havaas-o-hosh jo khone the kho liye saahib