SEARCH RESULTS
Showing search results for "गर्मी-ए-सोहबत"
Ghazal MATCHES FOR "गर्मी-ए-सोहबत"
Ghazal
saaqiyaa ho garmi-e-sohbat zaraa barsaat me.n
kyaa hii ThanDii ThanDii chaltii hai havaa barsaat me.n
Syed Agha Ali Mehr
Ghazal
sune na saaqi-e-mehvash to aur bhii achchhaa
ayaar-e-garmii-e-sohbat hai harf-e-maazuurii
Allama Iqbal
Ghazal
matlab hai ki vaslat me.n hai bul-havas aafat me.n
is garmi-e-sohbat me.n ai dil na pighal jaanaa
Momin Khan Momin
Ghazal
zaraa ho garmi-e-sohbat to KHaak kar de charKH
miraa suruur hai gul-KHanda-e-sharar kaa saa
Momin Khan Momin
Ghazal
kitnaa ba.Daa azaab hai baatin kii kashmakash
aa.iina sab kaa garmii-e-jauhar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
buu aane lagii tujh se bhii duniyaa kii mire yaar
kuchh roz mujhe sohbat-e-bad chaahiye merii
Aal-e-Umar
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
kyaa ko.ii dil kaa KHariidaar idhar aa niklaa
is qadar garmii-e-baazaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
vo pahle bhii junuu.n se aashnaa the
ye garmii KHuun me.n shaamil na.ii thii
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
taa kujaa afsos-e-garmii-haa-e-sohbat ai KHayaal
dil ba-soz-e-aatish-e-daaG-e-tamannaa jal gayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
yak nazar besh nahii.n fursat-e-hastii Gaafil
garmii-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
garmii-e-hasrat-e-naakaam se jal jaate hai.n
ham charaaGo.n kii tarah shaam se jal jaate hai.n