SEARCH RESULTS
Showing search results for "ग़मगीं"
Ghazal MATCHES FOR "ग़मगीं"
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
rahaa hai tuu hii to Gam-KHvaar ai dil-e-Gam-ghii.n
tire sivaa Gam-e-furqat kahuu.n to kis se kahuu.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
phir aaj 'adam' shaam se Gamgii.n hai tabii.at
phir aaj sar-e-shaam mai.n kuchh soch rahaa huu.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
vaa nahii.n hotaa kisuu se dil girafta ishq kaa
zaahiran Gamgii.n use rahnaa KHush aayaa hai bahut
Meer Taqi Meer
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
siskiyaa.n letii hu.ii Gamgii.n havaa.o chup raho
so rahe hai.n dard un ko mat jagaa.o chup raho
Qateel Shifai
Ghazal
mujhe Gamgii.n na chho.D rotaa aaj
tujhe apnii ha.nsii-KHushii kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Adnan Hamid
Ghazal
be-Thikaane hai dil-e-Gam-gii.n Thikaane kii kaho
shaam-e-hijraa.n dosto kuchh is ke aane kii kaho
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
terii furqat me.n mire she'r hai.n kitne Gamgii.n
muskuraatii hu.ii nazro.n se ha.nsaa de aa kar
Akhtar Shirani
Ghazal
kuchh KHud bhii huu.n mai.n ishq me.n afsurda o Gamgii.n
kuchh talKHi-e-haalaat kaa ehsaas hu.aa hai
Naseem Shahjahanpuri
Ghazal
Ghamgeen Dehlvi
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
shab-e-zulmat na ho Gamgii.n ki jalaa kar KHud ko
nuur se tujh ko sar-afraaz kiye dete hai.n
Faragh Rohvi
Ghazal
gayaa vo parda-nashii.n jab se apne ghar 'Gamgii.n'
tamaam KHalq se dil ko mire kinaaraa hai