SEARCH RESULTS
Showing search results for "ग़यूर"
Ghazal MATCHES FOR "ग़यूर"
Ghazal
hairaan huu.n ki vaar se kaise bachaa 'nadiim'
vo shaKHs to Gariib o Gayuur intihaa kaa thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Gayuur dil se na maa.ngii ga.ii muraad 'adaa'
barasne aap hii kaalii ghaTaa nahii.n aa.ii
Ada Jafarey
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
yuusuf Gayuur fitrat-e-yuusuf Gayuur-e-tar
kyaa e'tibaar-e-KHvaab-e-zuleKHaa kare ko.ii
Seemab Akbarabadi
Ghazal
apnaa jo bas chale to tujhe tujh se maa.ng le.n
par kyaa kare.n ki ishq kii fitrat Gayuur hai
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
hamdard ho.n Gayuur ho.n aur pur-KHuluus ho.n
ai kaarsaaz bahno.n ko ab aise bhaa.ii de
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
mutma.in huu.n mai.n ki zinda hai mirii tab-e-Gayuur
merii KHuddaarii pe ko.ii harf aa saktaa nahii.n
Lais Quraishi
Ghazal
baaGii huduud se bahut aage nikal ga.e
suuraj chhu.aa na thaa ki mire haath jal ga.e
Ghani Ghayoor
Ghazal
mirii Gayuur tabii.at pe us ko hairat hai
ki arz-e-shauq kaa us se na phir i.aada kiyaa
Habab Hashmi
Ghazal
mat chaa.ndnii me.n aa ki zamaana Gayuur hai
is kaam ko supurd-e-shab-e-qiir-e-vasl kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
'asar' Gayuur agar hai to kaise mumkin hai
kisii ke saamne dast-e-savaal phailaa.e
Asar Ansari
Ghazal
kuchh aap mast-e-naaz the kuchh ham Gayuur the
tho.Dii bahut jo thii vo mulaaqaat bhii ga.ii
Shahab Ashraf
Ghazal
Abdur Rasheed Khan Kaifi Mahkari
Ghazal
socho to 'Gayuur' us kaa ehsaas bhii qaatil hai
ik baar to ha.ns degaa sau zaKHm lagaa degaa
Ghayur Jafari
Ghazal
ye tiraa munkasir-mizaaj 'kaliim'
banda-e-pur-Gayuur hai ab tak