SEARCH RESULTS
Showing search results for "ग़ैर-मुनासिब"
Ghazal MATCHES FOR "ग़ैर-मुनासिब"
Ghazal
anjaam zulm-e-Gair-munaasib kaa ye hu.aa
pachhtaa rahe hai.n vo sitam-e-naa-ravaa ke baad
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
saarii chiize.n Gair-munaasib lagtii hai.n
haath me.n de dii jaa.e ik talvaar mujhe
Ateequllah
Ghazal
dhoka de jaatii.n hame.n Gair-munaasib aa.nkhe.n
ham agar dil se nahii.n rote to nii.nd aa jaatii
Faiz Khalilabadi
Ghazal
har naa-ravaa ravaa hai ba-ii.n naam-e-maslahat
ik kaar-e-ishq Gair-munaasib hai shahr me.n
Zafar Ajmi
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
tere rahne ko munaasib thaa ki chhappar hotaa
ki na chaukhaT tirii hotii na miraa sar hotaa
Zareef Lakhnavi
Ghazal
gar munaasib nahii.n mujh ko manzil mile
hai safar laazmii kyuu.n KHudaa phir mujhe
Jatinder Vir Yakhmi jayaveer
Ghazal
sabho.n se yuu.n to hai dil aap kaa KHush
agar puuchho to hai ham se hii naa-KHush
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
tum ko jo mujh se shikaayat hai ki shikva na karo
banda-parvar hame.n har roz sataayaa na karo
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
phir bhii hai tum ko masiihaa.ii kaa da.avaa dekho
mujh ko dekho mire marne kii tamanna dekho
Hasrat Mohani
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Zaheer Dehlvi
Ghazal
itnii bhii be-qaraarii munaasib nahii.n hai dost
aise bhii KHat na khol ki tahriir gir pa.De
Kuldeep Kumar
Ghazal
Seema Abbasi
Ghazal
kaise kah duu.n kahii.n e'laan nahii.n kartaa hai
vo bhii KHaamoshii se ehsaan nahii.n kartaa hai
Aalam Nizami
Ghazal
haqiiqato.n ke mumaasil majaaz kartaa nahii.n
mai.n be-javaaz kabhii e'tiraaz kartaa nahii.n
Safdar Hamadani
Ghazal
Nadeem Sirsivi
Ghazal
KHudaa ko KHud pe jo Gaalib samajh nahii.n saktaa
vo ‘ilm-e-haq ke mataalib samajh nahii.n saktaa
Zaheen Shah Taji
Ghazal
are sayyaad is bedaad par bedaad kyaa kiije
shikaar-e-naa-tavaa.n mujh se ke tii.n aazaad kyaa kiije