SEARCH RESULTS
Showing search results for "गिर्द"
Ghazal MATCHES FOR "गिर्द"
Ghazal
suuraj ke ird-gird bhaTakne se faa.eda
dariyaa hu.aa hai gum to samundar talaash kar
Nida Fazli
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
mujhe ye vahm rahaa muddato.n ki jur.at-e-shauq
kahii.n na KHaatir-e-maasuum par giraa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
phuul ke gird phiro baaG me.n maanind-e-nasiim
misl-e-parvaana kisii sham-e-tapaa.n tak aa.o
Ali Sardar Jafri
Ghazal
halqa-e-KHvaab ko hii gird-e-guluu kas Daalaa
dast-e-qaatil kaa bhii ehsaa.n na divaane se uThaa
Parveen Shakir
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
humaa hai.n gird mirii haDDiyo.n ke aaTh pahr
sag aa ke kahte hai.n ummiid-vaar ham bhii hai.n
Ameer Minai
Ghazal
is tarah khii.nchii hai mere gird diivaar-e-KHabar
saare dushman rauzano.n ko be-nazar us ne kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
diyaa saa dil ke KHaraabe me.n jal rahaa hai miyaa.n
diye ke gird ko.ii aks chal rahaa hai miyaa.n
Naseer Turabi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
ab merii soch saa.e kii suurat hai us ke gird
mai.n bujh ke apne chaa.nd ko haale to de gayaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
bas ek lau me.n usii lau ke gird ghuumte hai.n
jalaa rakhaa hai jo us ne diyaa hamaare liye
Obaidullah Aleem
Ghazal
kyaa rokaa apne girye ko ham ne ki lag ga.ii
phir vo hii aa.nsu.o.n kii jha.Dii do gha.Dii ke baad
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ye jo saa.e se bhaTakte hai.n hamaare ird-gird
chhuu ke un ko dekhiye to vaahima ko.ii nahii.n
Amjad Islam Amjad
Ghazal
kahaa.n tak bhalaa ro.o.ge 'miir'-saahib
ab aa.nkho.n ke gird ik varam dekhte hai.n