SEARCH RESULTS
Showing search results for "गोश्त"
Ghazal MATCHES FOR "गोश्त"
Ghazal
dil se miTnaa tirii a.ngusht-e-hinaa.ii kaa KHayaal
ho gayaa gosht se naaKHun kaa judaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dekho to peT ban gayaa aaKHir Gubaara gas kaa
khaate ho itnaa gosht kyo.n piite ho itnii chaa.e kyo.n
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
aur phir karnaa pa.Daa gosht ko naaKHun se judaa
ye zaruurii thaa kisii zaKHm ko bharne ke liye
Javed Shaheen
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
ye gidh nahii.n ye mire KHaandaan vaale hai.n
ye meraa gosht nahii.n jaa.edaad chaahte hai.n
Hamza Yaqub
Ghazal
jis ke badan pe gosht dikhaa.ii na de kahii.n
us aadmii ko ruuh kii nash-o-numaa se kyaa
Ameer Chand Bahar
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
kyaa KHabar thii ki mai.n KHud saath na duu.ngaa apnaa
gosht ho jaa.egaa naaKHun se judaa mere ba.ad
Basit Bhopali
Ghazal
be-rabtiyo.n ne 'qadr' miTaa.ii jo rabt kii
hai gosht ko bhii apne na ab ustuKHvaa.n se rabt
Qadr Oraizi
Ghazal
hai mere dard ko darkaar gosht kii KHushbuu
bahut nahii.n tirii yaado.n kaa silsila mujh ko
Fuzail Jafri
Ghazal
har ek shaKHs hai jab gosht nochne vaalaa
bachegaa kaun yahaa.n nek-naam hone tak
Mohammad Yaqoob Aamir
Ghazal
Rasheed lakhnavi
Ghazal
tere abruu se miraa dil na chhuTegaa hargiz
gosht naaKHun se bhalaa ko.ii judaa hotaa hai
Taban Abdul Hai
Ghazal
ab qudratii aafaat se maKHluuq maregii
kii.Do.n ke liye gosht kii bohtaat to hogii
Shahid Mahmood
Ghazal
ek suukhii haDDiyo.n kaa is taraf ambaar thaa
aur udhar us kaa lachiilaa gosht ik diivaar thaa
Ateequllah
Ghazal
hisaar-e-gosh-e-samaa.at kii dastaras me.n kahaa.n
tuu vo sadaa jo faqat jism ko sunaa.ii de