SEARCH RESULTS
Showing search results for "चाक-ए-दामन"
Ghazal MATCHES FOR "चाक-ए-दामन"
Ghazal
chaak-e-daaman se garebaa.n aur kitnii duur hai
ai mirii vahshat bayaabaa.n aur kitnii duur hai
Rashid Taraz
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
raunaq-e-daaman-e-sad-chaak kahaa.n se laa.e.n
shahr me.n dasht kii poshaak kahaa.n se laa.e.n
Liaqat Jafri
Ghazal
chaak-e-daaman ko mire chuum ke ye us ne kahaa
chaak-e-daaman kii silaa.ii to nahii.n ho saktii
Faizan Jaffery Al-Khwarzami
Ghazal
chaak-e-daaman ye kah rahaa hai ki ham
dil ke Tuk.De u.Daa.e baiThe hai.n
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
miraa chaak-e-daaman na dekho na dekho
jo tum chaahte the vahii ban gayaa huu.n
Behzad Lakhnavi
Ghazal
chaak-e-daaman hii zamaane se nahii.n hotaa rafuu
aur agar siina kabhii chaak-e-garebaa.n ho jaa.e
Arsh Siddiqui
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
umr bhar dekhaa na apne chaak-e-daaman kii taraf
bas tirii uljhii hu.ii zulfo.n ko suljhaate rahe
Zaheer Ahmad Zaheer
Ghazal
Shahid Anwar
Ghazal
aise diivaane ko kyaa chaak-e-garebaa.n kii ho qadr
umr-bhar jo chaak-e-daaman hii rafuu kartaa rahaa