SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़मीन-ए-सज्दा"
Ghazal MATCHES FOR "ज़मीन-ए-सज्दा"
Ghazal
kisii ne be-sar-o-paa.ii ke baavajuud mujhe
zamiin-e-sajda o arz-e-qayaam par rakkhaa
Ahmad Javaid
Ghazal
zamiin chiiKH rahii hai ki aasmaan giraa
ye kaisaa bojh hamaare badan pe aan giraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
be-KHudii-e-zauq-e-sajda ne ye aalam kar diyaa
sar to sar ab to nigaahe.n bhii uThaa saktaa nahii.n
Kaif Moradaabadi
Ghazal
allah allah shauq-e-sajda-rezii-e-dair-o-haram
ye jabii.n jhukte hii tere aastaa.n tak aa ga.ii
Muslim Maleganwi
Ghazal
muntahaa-e-zauq-e-sajda ye ki ik fareb
kufr tak le aa.ii takmiil-e-musalmaanii mujhe
Ehsan Danish
Ghazal
'faraaz' dar-KHur-e-sajda har aastaana nahii.n
ham apne dil ke havaale se dar ko dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Raft Bahraichi
Ghazal
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
Syed Bashir Husain Bashir
Ghazal
shaan-e-KHuluus-e-sajda ke qurbaan jaa.iye
uTThii jabii.n to naqsh-e-kaf-e-paa liye hu.e
Kamal Lakhnavi
Ghazal
inkaar-e-sajda hai yahaa.n kis ruu-siyaah ko
shaayaan-e-sajda bhii to magar ko.ii dar mile
Hari Chand Akhtar
Ghazal
Om Prakash Laghar
Ghazal
Farhat Nadir Rizwi
Ghazal
zamiin-e-kuucha-e-dil-daar ne kyaa paa.nv pak.De hai.n
milii diivaangaan-e-ishq ko zanjiir miTTii kii