SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़िल्ल-ए-इलाही"
Ghazal MATCHES FOR "ज़िल्ल-ए-इलाही"
Ghazal
maidaan-e-kaar-zaar me.n 'aKHtar' kabhii bhii mai.n
KHauf-e-sinaan-e-zill-e-ilaahii na laa.uu.ngaa
Akhtar Shahjahanpuri
Ghazal
mid.hat-e-zill-e-ilaahii nahii.n hogii ham se
ham ne inkaar kaa me'yaar bachaa rakkhaa hai
Ahmar Nadeem
Ghazal
log tharraa ga.e jis vaqt munaadii aa.ii
aaj paiGaam nayaa zill-e-ilaahii de.nge
Parveen Shakir
Ghazal
uThe na zill-e-ilaahii pe u.nglii ab ko.ii
ye harf haar kaa aa.e kisii sipaahii pe
Navin Joshi
Ghazal
kahaa jo mai.n ne ki kuchh ehtijaaj hai barpaa
to bole zill-e-ilaahii avaam hai shaayad
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
raushnii sub.h kii yaa shab kii siyaahii de.nge
jo bhii denaa hai tumhe.n zill-e-ilaahii de.nge
Qaisar Siddiqi
Ghazal
phir zill-e-ilaahii ke savaaro.n kii sadaa aa.ii
phir kaun hu.aa muurid-e-ilzaam nagar me.n
Qaisar Abbas
Ghazal
arzii insaaf kii ham ne bhii lagaa rakkhii hai
dekhiye zill-e-ilaahii hame.n kab puuchhte hai.n
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
uf talak karte nahii.n zill-e-ilaahii ke KHilaaf
aap ko darbaar kii 'aadat hai darbaarii hai.n aap
Abbas Qamar
Ghazal
ye KHaak-nashiinii hai bahut, zill-e-ilaahii
jachte hii nahii.n jubba-o-dastaar me.n ham log
Aziz Nabeel
Ghazal
taKHt-e-fir.aun pe baiThe hai.n jo insaa.n-dushman
ham se kahte hai.n unhe.n zill-e-ilaahii likhiye
Syeda Farhat
Ghazal
is liye zill-e-ilaahii se KHafaa hai.n raate.n
un ke aivaan me.n kyuu.n KHaak-basar aane lage
Alam Khursheed
Ghazal
qatl ko qatl jo kahte hai.n Galat kahte hai.n
kuchh nahii.n zill-e-ilaahii kii ye naadaanii hai
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
faujiyo.n ke sar to dushman ke sipaahii le ga.e
haath jo qiimat lagii zill-e-ilaahii le ga.e
Akhlaque Bandvi
Ghazal
afsos ki is jang me.n ab zill-e-ilaahii
KHud apne hii lashkar ko haraane me.n lage hai.n
Nafas Ambalvi
Ghazal
Tariq Qamar
Ghazal
KHuddaar sar thaa jism se jo ho gayaa judaa
lekin jhukaa na zill-e-ilaahii kii shaan me.n