SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़ी-कमाल"
Ghazal MATCHES FOR "ज़ी-कमाल"
Ghazal
'kamaal' ranj-o-alam be-shumaar hai.n lekin
mai.n jii rahaa huu.n zamaane me.n kaamraa.n ban ke
Kamal Jafari
Ghazal
vaqt ko khelne insaan se do jii bhar ke
phir 'kamaal' us ko hai milnaa ye khilaunaa mushkil
Hasan Akbar Kamal
Ghazal
jo chand din me.n hu.e zii-kamaal kaun hai.n 'shaad'
hame.n to sher kaa kahnaa na umr bhar aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
zindagii bhar jo kamaa.ii mire kaam aa.ii hai
ruuh tak utrii hu.ii zaKHm kii gahraa.ii hai
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
dhuup luTaa kar ambar jab ka.ngaal hu.aa
chaa.nd ugaa kar phir se maalaa-maal hu.aa
Gautam Rajrishi
Ghazal
aasmaa.n ko nishaana karte hai.n
tiir rakhte hai.n jab kamaa.n me.n ham
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
husn-e-mah garche ba-ha.ngaam-e-kamaal achchhaa hai
us se meraa mah-e-KHurshiid-jamaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n ja.ng la.D rahaa huu.n kisii aur keii jagah
mai.n jiit bhii rahaa huu.n to phir kyaa kamaal hai
Jangveer Singh 'Rakesh'
Ghazal
yaar aaj mai.n ne bhii ik kamaal karnaa hai
jism se nikalnaa hai jii bahaal karnaa hai
Mohammad Alvi
Ghazal
gum ho gayaa shikaar nigaaho.n ke saamne
TuuTii ho jab kamaan to phir tiir kyaa kare
Arun Kumar Arya
Ghazal
kisii ke dukh pe agar ham malaal karte hai.n
ajiib log hai.n ulTaa savaal karte hai.n