SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़ुल्फ़-ए-परेशान"
Ghazal MATCHES FOR "ज़ुल्फ़-ए-परेशान"
Ghazal
choTii kii gu.ndhaavaT kahii.n dikhlaatii hai lahre.n
rakhtii hai kahii.n zulf-e-pareshaan tamaashaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aalaam-e-rozgaar me.n uljhii hai zindagii
jaanaa.n tumhaarii zulf-e-pareshaan kii tarah
Sagar Sarfaraz
Ghazal
meh.ndii choTii ho sivaa.ii ho chamak peTii kii
umr choTii kii ba.Dii zulf-e-pareshaan kii KHair
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
barham kare jam.iyyat-e-kaunain jo pal me.n
laTkaa vo tirii zulf-e-pareshaan me.n dekhaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
letaa hii rahaa raat tire ruKH kii balaa.e.n
tuu puuchh le ye zulf-e-pareshaan hai maujuud
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
fitna-e-dair ho yaa zulf-e-pareshaan-e-butaa.n
jo bhii ilzaam hai diivaane ke sar jaataa hai
Shakeeb Rizvi
Ghazal
dil miraa pech-o-KHam-e-gesu-e-urduu kaa asiir
fan miraa shaana-kash-e-zulf-e-pareshaan-e-Gazal
Ayaz Azmi
Ghazal
jo apne faraa.ez se nipaTne me.n ulajh jaa.e
ham log use zulf-e-pareshaa.n nahii.n kahte
M. A. Qadeer
Ghazal
kaise Te.Dhaa na chale maar ba.Dii mushkil hai
siidhii ho zulf-e-girah-daar ba.Dii mushkil hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
chaahne vaalo.n kaa kartaa hai zamaana maatam
maatamii rang me.n hai zulf-e-rasaa mere ba.ad
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ba-dast-e-aql-o-KHirad ye sa.nvar na paa.egii
sa.nvaaro zulf-e-pareshaan ishq ke haatho.n
Ibrahim Noori
Ghazal
hai aaj aur hii kuchh zulf-e-taabdaar me.n KHam
bhaTakne vaale ko manzil kaa raasta to milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
us kii kyaa vaj.h mire hote vahaa.n kyuu.n na rahe.n
kyuu.n rahe zulf-e-siyah aap ke ruKHsaar ke paas
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ye miraa aaKHirii patthar hai tirii yaad me.n dost
ab mai.n paanii ko pareshaan nahii.n kar saktaa
Aal-e-Umar
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ai zulf phail phail ke ruKHsaar ko na Dhaa.nk
kar niim-roz kii na shah-e-mulk-e-shaam hirs
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mujhe ulfat-e-zulf jab se hai 'parvii.n'
bataate hai.n vo josh-e-saudaa ziyaada