SEARCH RESULTS
Showing search results for "जान-ए-जहाँ"
Ghazal MATCHES FOR "जान-ए-जहाँ"
Ghazal
asbaab kahaa.n jaan-e-jahaa.n dekhte rahnaa
KHaalii ko.ii dam hai ye makaa.n dekhte rahnaa
Khursheed Akbar
Ghazal
jaan-e-jahaa.n jaan-e-jaa.n jaan-e-jigar marhabaa
juu-e-badan aafrii.n mauj-e-kamar marhabaa
Sana Gorakhpuri
Ghazal
har baat tirii jaan-e-jahaa.n maan rahaa huu.n
ab KHaak-e-rah-e-kaahkashaa.n chhaan rahaa huu.n
Sulaiman Areeb
Ghazal
siidhaa sachchaa tumhe.n ai jaan-e-jahaa.n jaane kaun
dil ko lagtii na ho jo baat use maane kaun
Naseem Bharat Puri
Ghazal
is tarah jaan-e-jahaa.n hosh ga.nvaataa hai ko.ii
puuchhtaa mai.n huu.n miraa naam bataataa hai ko.ii
Hammad Younus
Ghazal
kiyaa hai tuu ne to jaan-e-jahaa.n jahaa.n tasKHiir
hu.aa hai husn kaa shohra tiraa to aalam-giir
Mirza Azfari
Ghazal
barq-raftaar vo yuu.n jaan-e-jahaa.n milte hai.n
ham jahaa.n hote hai.n vo ham ko vahaa.n milte hai.n
Azeez Moradabadi
Ghazal
garche dil me.n hii sadaa jaan-e-jahaa.n rahte ho
par ba-zaahir nahii.n ma.aluum kahaa.n rahte ho
Sayyad Mohammad Meer Asar
Ghazal
Irfan Ghazi
Ghazal
Qamar Hilali
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Meer Syed Muzaffar Ali Zafar Muzahri
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
sach puuchhiye to jaan-e-jahaa.n mere qatl me.n
tirchhii nazar ke saath hii chiin-e-jabii.n shariik
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
us par likhii thii jaan-e-mohabbat kii daastaa.n
daaman jo taar taar hu.aa hai abhii abhii
Jan Kashmiri
Ghazal
'jaan' ye saabit hu.aa hai tajrabe kii aa.nch par
dushmanii hai sau tarah kii dostii hai ek sii