SEARCH RESULTS
Showing search results for "जान-ए-हज़ीं"
Ghazal MATCHES FOR "जान-ए-हज़ीं"
Ghazal
le chalaa jaan-e-hazii.n vasl kaa KHvaahaa.n honaa
aah dushvaar hai us shauq kaa saamaa.n honaa
Rauf Yasin Jalali
Ghazal
hai jaan-e-hazii.n ek lab-e-ruuh-fazaa do
ai kaash ki is ek kii ho jaa.e.n davaa do
Ismail Merathi
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
us par likhii thii jaan-e-mohabbat kii daastaa.n
daaman jo taar taar hu.aa hai abhii abhii
Jan Kashmiri
Ghazal
'jaan' ye saabit hu.aa hai tajrabe kii aa.nch par
dushmanii hai sau tarah kii dostii hai ek sii
Jan Kashmiri
Ghazal
Jan Kashmiri
Ghazal
fasiil-e-jabr me.n dekhe usii ke sapne 'jaan'
kisii bhii haal me.n zauq-e-nazar na KHatm hu.aa
Jan Kashmiri
Ghazal
zahr-e-maahaul se pur hai mire tan kaa kaasa
kyo.n na mar jaa.e vahii.n mujh ko jo bichchhuu kaaTe
Jan Kashmiri
Ghazal
is me.n hai saarii husn-o-mohabbat se dilkashii
ye ziist varna maut hii kaa iqtibaas hai
Jan Kashmiri
Ghazal
munhadim kar hii gayaa shahr-e-Gariibaa.n ke makaa.n
barsaa hai abr-e-siyah ab ke jo qatra qatra
Jan Kashmiri
Ghazal
KHidmat-e-dost me.n kal nazr kyaa thaa dil ko
tohfa-e-jaan-e-hazii.n aaj kii sauGaat me.n hai
Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
adab navaaz kahaa karte hai.n ‘amiin-e-hazii.n'
magar avaam mohammad masiih paal mujhe
Ameen Hazin
Ghazal
jab tak ilaahii jism me.n jaan-e-hazii.n rahe
nazre.n mirii javaan rahe.n dil hasii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
aa.nkho.n me.n jo basii hai vo suurat kahaa.n nahii.n
vo jaan-e-‘ishq jaan-e-mohabbat kahaa.n nahii.n