SEARCH RESULTS
Showing search results for "जामा-ए-तार-तार"
Ghazal MATCHES FOR "जामा-ए-तार-तार"
Ghazal
Saqib Lakhnavi
Ghazal
mujhe to ranj qabaa-haa-e-taar-taar kaa hai
KHizaa.n se ba.Dh ke gulo.n par sitam bahaar kaa hai
Shaukat Wasti
Ghazal
mujhe to ranj qabaa-haa-e-taar-taar kaa hai
KHizaa.n se ba.Dh ke gulo.n par sitam bahaar kaa hai
Shaukat Wasti
Ghazal
yaas ho ki sarmastii chaak jaama-e-hastii
taar taar kii had tak taar taar karnaa thaa
Tameezuddin Tameez Dehlvi
Ghazal
chaman me.n phuulo.n kaa daamaan-e-taar-taar bhii dekh
bahaar dekh chukaa haasil-e-bahaar bhii dekh
Ahmar Gorakhpuri
Ghazal
kyuu.nkar rafuugarii ho dil-e-taar-taar kii
ko.ii KHabar sunaa.o mire Gam-gusaar kii
Zaheer Hasnain
Ghazal
daaman-e-taar-taar ke din hai.n
phir chaman me.n bahaar ke din hai.n
Abdur Rasheed Khan Kaifi Mahkari
Ghazal
kitaab-e-ziist ke auraaq-e-taar-taar ke naam
mai.n intisaab huu.n KHud apne intishaar ke naam
Zia Faooqui
Ghazal
raushan pahaa.Diyo.n se udhar koh-e-taar me.n
kab tak pa.Daa rahuu.ngaa udaasii ke Gaar me.n
Saeed Shariq
Ghazal
miraa libaas-e-badan taar-taar karte hu.e
guzar gayaa vo mujhe sharmsaar karte hu.e
Asif Bilal
Ghazal
kuchh sham' se puuchho na shab-e-taar se puuchho
kyaa hijr me.n biitii ye dil-e-zaar se puuchho
Mahir Bilgrami
Ghazal
shab-e-taar se na ghabraa mirii nau-bahaar anjum
ki sahar ko dekhnaa hai hame.n nuur kaa talaatum
Saifi Premi
Ghazal
muddat se hai libaas-e-badan taar taar dost
mailaa bhii hai utaar ab is ko utaar dost
Jameel Mazhari
Ghazal
ab aur daaman-e-dil taar-taar kyaa karte
alam-nasiib umiid-e-bahaar kyaa karte
Azhar Ghauri Nadwi
Ghazal
roz-e-raushan ko shab-e-taar na kahnaa aayaa
raat ko matla-e-anvaar na kahnaa aayaa