SEARCH RESULTS
Showing search results for "जुम्बा"
Ghazal MATCHES FOR "जुम्बा"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
thaa lutf-e-vasl aur kabhii afsuun-e-intizaar
yuu.n dard-e-hijr silsila-jumbaa.n na thaa kabhii
Nasir Kazmi
Ghazal
ab qadam se hai mire KHaana-e-zanjiir aabaad
mujh ko vahshat ne kiyaa silsila-jumbaa.n paidaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
inqalaab aap hii duniyaa me.n nahii.n aate hai.n
vo nazar silsila jumbaa.n hai ye ma.aluum hu.aa
Saba Akbarabadi
Ghazal
chaar zanjiir-e-anaasir pe hai zindaa.n mauquuf
vahshat-e-ishq zaraa silsila-e-jumbaa.n honaa
Fani Badayuni
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
har taraf dahr me.n thaa zulf kii zanjiir kaa gul
magar ai josh-e-junuu.n silsila-jumbaa.n ham the
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
phir josh-e-junuu.n silsila-e-jumbaa nazar aayaa
phir be-sar-o-saamaanii kaa saamaa.n nazar aayaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
kyuu.n uThne lage aaj qadam jaanib-e-sahraa
phir josh-e-junuu.n silsila-jumbaa.n to nahii.n hai
Ram Krishn Muztar
Ghazal
dil hai kyo.n itnaa pareshaa.n mujhe maaluum nahii.n
kaun hai silsila-jumbaa.n mujhe maaluum nahii.n
Saeed Shahidi
Ghazal
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
tab.a kii silsila-jumbaa.n jo pareshaanii ho
gesuu-e-Gaaliya saa ko tire sumbul baa.ndhe
Ismail Merathi
Ghazal
mashshaatgii-e-shaana bahut silsila-e-jumbaa
tah-daarii-e-sad-zulf-e-avaa.il se bahut duur
Meem Hasan Lateefi
Ghazal
zulf-o-kaakul kaa fasaana ho kisii tarah daraaz
is KHam-o-pech me.n hai silsila-jumbaa.n ko.ii
Ehsan Darbhangavi
Ghazal
un se har haal me.n tum silsila-jumbaa.n rakhnaa
kuchh madavaa-e-Gam-e-gardish-e-dauraa.n rakhnaa
Afsar Mahpuri
Ghazal
Bayan Meeruthi
Ghazal
nigaah-e-naaz ho jab aap silsila-jumbaa.n
to kaun hogaa jo tajdiid-e-mudda.aa na kare