SEARCH RESULTS
Showing search results for "जुरअत-ए-इज़हार"
Ghazal MATCHES FOR "जुरअत-ए-इज़हार"
Ghazal
saahib-e-jur.at-e-iz.haar nahii.n hai ko.ii
vaqt se barsar-e-paikaar nahii.n hai ko.ii
Kamal Lakhnavi
Ghazal
tanhaa amiin-e-jur.at-e-iz.haar mai.n hii thaa
shaayad isii binaa pe sar-e-daar mai.n hii thaa
Zaki Mahfooz
Ghazal
jur.at-e-iz.haar kaa uqda yahaa.n kaise khule
maslahat kaa biim dil me.n hai zabaa.n kaise khule
Saleem Shahid
Ghazal
shauq jab jur.at-e-iz.haar se Dar jaa.egaa
lafz KHud apnaa galaa ghuu.nT ke mar jaa.egaa
Manzoor Hashmi
Ghazal
ab kahaa.n vo jur.at-e-iz.haar ‘kaifii-aazmii’
ho gayaa suunaa suKHan-darbaar ‘kaifii-aazmii’
Imran Azeem
Ghazal
ishq huu.n jur.at-e-iz.haar bhii kar saktaa huu.n
KHud ko rusvaa sar-e-baazaar bhii kar saktaa huu.n
Fartash Syed
Ghazal
aashiqii jur.at-e-iz.haar tak aa.e to sahii
vo zaraa KHauf-e-jahaa.n dil se miTaa.e to sahii
Ayaz Ahmad Talib
Ghazal
nok-e-qalam ko jur.at-e-iz.haar de gayaa
ye kaun mere haath me.n talvaar de gayaa
Zafar Naseemi
Ghazal
haq-navaa jur.at-e-iz.haar tak aa pahu.nche hai.n
hausle ab rasan-o-daar tak aa pahu.nche hai.n
Shauq Asar Rampuri
Ghazal
ham se na hu.ii jur.at-e-iz.haar-e-tamanna
ik umr rahe dil me.n liye KHaar-e-tamannaa
Maqbool Ahmad Maqbool
Ghazal
is daur-e-KHud-farosh me.n 'aKHtar' ba-sad KHuluus
KHamyaaza-sanj-e-jur.at-e-iz.haar ham hu.e
Akhtar Ziai
Ghazal
vo hai majbuur talab se bhii sivaa dene par
KHuubii-e-jur.at-e-iz.haar se vaaqif mai.n huu.n
Anjum Azimabadi
Ghazal
ham un ko haal dil-e-zaar bhii sunaa aa.e
Kamala-e-jur.at-e-iz.haar bhii dikhaa aa.e
Krishna Mohan
Ghazal
loTtaa hai 'jur.at'-e-betaab jaane se tire
yuu.n use ta.Dpaa ke tuu ai shoKH-e-be-parvaa, na jaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
guzaarte hai.n ye din dhuup me.n jabhii 'jur.at'
ham ek pe.D ke saa.e me.n shaam karte hai.n
Asghar Jurat
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
tab' kah aur Gazal, hai ye 'naziirii' kaa javaab
reKHta ye jo pa.Dhaa qaabil-e-iz.haar na thaa