SEARCH RESULTS
Showing search results for "जोशिश"
Ghazal MATCHES FOR "जोशिश"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aariz-e-gul dekh ruu-e-yaar yaad aayaa 'asad'
joshish-e-fasl-e-bahaarii ishtiyaaq-a.ngez hai
Mirza Ghalib
Ghazal
bach rahaa thaa ek aa.nsuu-daar-o-giir-e-zabt se
joshish-e-Gam ne phir is qatre ko dariyaa kar diyaa
Fani Badayuni
Ghazal
vo kyaa zindagii jis me.n joshish nahii.n
vo kyaa aarzuu jis me.n kaavish nahii.n
Krishna Mohan
Ghazal
ye naala-o-zaarii ye KHastagii o KHvaarii
jiidhar ko chaluu.n 'joshish' hai.n saat judaa.ii me.n
Joshish Azimabadi
Ghazal
aa.nkhe.n mirii aa.nkhe.n hai.n zahe joshish-e-girya
dhul dhul ke nikhar aa.ii hai tasviir kisii kii
Talib Baghpati
Ghazal
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
joshish-e-ashk se huu.n aaTh pahr paanii me.n
garche hote hai.n bahut KHauf-o-KHatar paanii me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
aah ye dil ki jaa.n-gudaaz joshish-e-iztiraab hai
haa.e vo daur jab kabhii lutf thaa iztiraab me.n
Asar Sahbai
Ghazal
haa.e vo din guzar ga.e joshish-e-iztiraab ke
niind qafas me.n aa ga.ii ab Gam-e-baal-o-par kahaa.n
Asghar Gondvi
Ghazal
ye nahii.n kahne kaa 'joshish' hogaa jo saahib-e-dimaaG
zulf-e-yaar o naafa-e-taataar dono.n ek hai.n
Joshish Azimabadi
Ghazal
'joshish' vo kaun saa hai jafaa-kaar jis par aaj
mu.nh par lahuu male hu.e hai daad-KHvaah chashm