SEARCH RESULTS
Showing search results for "टूटेगा"
Ghazal MATCHES FOR "टूटेगा"
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
mujhe manzuur gar tark-e-ta'alluq hai razaa terii
magar TuuTegaa rishta dard kaa aahista aahista
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
na TuuTegaa sar-rishta-e-iKHtilaat
vo khii.nche.nge jitnaa ba.Dhaa.e.nge ham
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
dil jo TuuTegaa to ik tarfa charaaGaa.n hogaa
kitne aa.iino.n me.n vo shakl dikhaa.ii degii
Anwar Masood
Ghazal
asraar-e-mohabbat kaa iz.haar hai naa-mumkin
TuuTaa hai na TuuTegaa qufl-e-dar-e-KHaamoshii
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Jameel Azimabadi
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
kabhii sukuu.n kabhii sabr-o-qaraar TuuTegaa
agar ye dil hai to phir baar baar TuuTegaa
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
taa-abad is se na TuuTegaa 'muzaffar' raabta
maut se aage adam ke naam par hai zindagii
Muzaffar Warsi
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
hai TuuTnaa use ik din zaruur TuuTegaa
gumaan hai ye jise tuu yaqiin kahtaa hai
Anis Shah Anis
Ghazal
tez-raftaar havaa.o.n ko ye ehsaas kahaa.n
shaaKH se TuuTegaa pattaa to kidhar jaa.egaa
Manzoor Hashmi
Ghazal
aa'saab pe pahre na biThaa sub.h-e-safar hai
TuuTegaa badan aur qabaa ta.ng karegii
Safdar Saleem Sial
Ghazal
jaane kab TuuTegaa ye lafz o ma'aanii kaa tilism
jaane kab vo guu.nge lafzo.n ko sadaa de jaa.egaa