SEARCH RESULTS
Showing search results for "डाँट"
Ghazal MATCHES FOR "डाँट"
Ghazal
Shahzad Nayyar
Ghazal
qaadrii ne Daa.nT kuchh aisii pilaa.ii sher ko
sher muslim-league kaa thaa dum hilaane se gayaa
Khalid Irfan
Ghazal
'hafiiz' hashr me.n kar hii chukaa thaa mai.n fariyaad
ki us ne Daa.nT diyaa saamne se aa ke mujhe
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
Ankit Maurya
Ghazal
munkir-nakiir puuchhte hai.n Daa.nT Daa.nT kar
ho.n muntashir havaas to kyaa de bashar javaab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
phir mujhe Daa.nT kar bulaa lo maa.n
raasta phir bhaTak rahaa huu.n mai.n
Satish Dubey Satyarth
Ghazal
paas rahe to Daa.nT Daa.nT kar duur bhagaate the
aur bataa.o duurii hai to kaisaa lagtaa hai
Deepak Sharma Deep
Ghazal
Firoz Natiq Khusro
Ghazal
ki jaise Daa.nT de ko.ii yatiim bachche ko
hamaarii hasrat-e-dil kaa yuu.n iKHtitaam hu.aa
Hamza Bilal
Ghazal
apnii aulaad ko faaqo.n se bachaane ke liye
Daa.nT sahtii hu.ii ik baa.ii nahii.n dekhii hai
Zarrin Munavvar
Ghazal
Ishaq Asar
Ghazal
kuchh baat rahii hogii kuchh Daa.nT pa.Dii hogii
vo ro.e the ham us din us ko hii rulaa baiThe
Pyare Lal Ratan
Ghazal
ishq ne Daa.nT ke phir ham ko nikaalaa baahar
ham zamaane ke masaa.il me.n zaraa utre the
Vishwadeep Zeest
Ghazal
mujh se Gussa ho mujhe Daa.nT garebaan paka.D
bas judaa.ii kii ko.ii baat sitam-zaad na kar
Noman Badr
Ghazal
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
Mansoor Aafaque
Ghazal
baap kii maar bahan kii jhi.Dkii maa.n kii Daa.nT
raat ga.e kyaa lene ham ghar aate hai.n