SEARCH RESULTS
Showing search results for "तदबीर-ए-सरख़ुशी"
Ghazal MATCHES FOR "तदबीर-ए-सरख़ुशी"
Ghazal
junuu.n kii raah me.n tadbiir-e-sarKHushii ke liye
bas ek valvala-e-tez-gaam lenaa thaa
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
tadbiir-e-chaara-saazii-e-dil sochne ke ba.ad
rahtaa hai bad-gumaa.n mire dil se dimaaG bhii
Fareed Ishrati
Ghazal
us ko dushman se kyaa bachaa.e vo charKH
jis ne tadbiir-e-KHasf-e-maah na kii
Momin Khan Momin
Ghazal
raas aa sakii sukuu.n ko naa tadbiir-e-zabt-e-Gam
aa.nkho.n se KHuun dil kaa ubaltaa chalaa gayaa
Nayyar Sultanpuri
Ghazal
Manzoor Hasan Nami
Ghazal
duniyaa-e-mohabbat me.n KHirad kaam na aa.ii
hai kaar-e-junuu.n saahib-e-tadbiir-e-mohabbat
Zaheen Shah Taji
Ghazal
ab kuchh bhii nahii.n haasil-e-tadbiir-e-mohabbat
ab kuchh bhii nahii.n naama-o-paiGaam ke aage
Zaheer Kashmiri
Ghazal
Natiq Azmi
Ghazal
kaam bhii yaa.n ho chukaa vaa.n chaara-gar
darpai tadbiir-e-darmaa.n hii rahaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
jaage shu.uur-o-fikr to viiraan ziist me.n
tadbiir-e-kaamyaab kii taqdiir bol uThii
Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem
Ghazal
ta.ng aane lage diivaane garebaano.n se
kuchh to ai dast junuu.n chaahiye tadbiir-e-bahaar
Yagana Changezi
Ghazal
vahshat-e-dil mirii kashkol-e-gadaa.ii maa.nge
jism kii qaid se tadbiir-e-rihaa.ii maa.nge
Ahsan Gulfam
Ghazal
mushkil dikhaa.ii detii hai tadbiir-e-kaa.enaat
phir bhii uThaa ke dekh le.n shamshiir-e-kaa.enaat
Ravi shukl
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
nikalne hii nahii.n detaa kisii ko apne phande se
dimaaG o dil se tadbiir-e-rihaa.ii chhiin letaa hai