SEARCH RESULTS
Showing search results for "तरकीबें"
Ghazal MATCHES FOR "तरकीबें"
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
yuu.n to hai.n ajzaa bahut se shaamil-e-tarkiib-e-ishq
aarzuu lekin sar-e-daaruu hai is maa'juun me.n
Bismil Saeedi
Ghazal
tiir-e-nazar ne zulm ko ehsaa.n banaa diyaa
tarkiib-e-dil ne dard ko darmaa.n banaa diyaa
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
vo pahle soch le.n khiltii hu.ii kalii kyaa hai
jo sochte hai.n ki tarkiib-e-zindagii kyaa hai
Shifa Gwaliari
Ghazal
Piyare Lal Raunaq Dehlwi
Ghazal
nargis-e-shoKH me.n tarkiib-e-hayaa hai pinhaa.n
nigah-e-sharm se hai ra.ng-e-sharaarat paidaa
Raunaq Tonkvi
Ghazal
vo pahle soch le.n khiltii hu.ii kalii kyaa hai
jo sochte hai.n ki tarkiib-e-zindagii kyaa hai
Shifa Gwaliari
Ghazal
azal ke roz se arsh-o-malaa.ik sajda karte hai.n
ko.ii to baat hai ai 'aarzuu' tarkiib-e-insaa.n me.n
Arzoo Saharanpuri
Ghazal
ho chukii tarkiib-e-naaquus-o-azaa.n naa-kaamyaab
sochtaa huu.n ab pukaaruu.n kaunsii aavaaz me.n
Uma Shankar Shadan Gwaliori
Ghazal
matla' saa jism band hai tarkiib-e-'ishq se
ho.nTo.n ke KHaal kono.n pe raushan kasiif hai.n
Aftab Shah
Ghazal
Akhtar Shumar
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
tanqiid-e-husn maslahat-e-KHaas-e-ishq hai
ye jurm gaah gaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
un kii taraf se tark-e-mulaaqaat ho ga.ii
ham jis se Dar rahe the vahii baat ho ga.ii
Qamar Jalalvi
Ghazal
un se yahii kah aa.e.n ki ab ham na mile.nge
aaKHir ko.ii taqriib-e-mulaaqaat banegii