SEARCH RESULTS
Showing search results for "तरतील"
Ghazal MATCHES FOR "तरतील"
Ghazal
ab adhuure ishq kii takmiil hii mumkin nahii.n
kyaa kare.n paiGaam kii tarsiil hii mumkin nahii.n
Abbas Tabish
Ghazal
lafz tartiib se rakhtaa huu.n mai.n tamsiil ke saath
kaun kartaa hai bayaa.n falsafa tafsiil ke saath
Nawed fidaa sattii
Ghazal
ye mere miTte hu.e lafz jo damak uThe hai.n
zaruur vo kahii.n tartiil kar rahaa hai mujhe
Ziaul Mustafa Turk
Ghazal
ye KHadd-o-KHaal ke e'raab sar se paa.nv talak
badan sahiifo.n kii tartiil kaa mu'aamla hai
Jabbar Wasif
Ghazal
naam chamkaa mere dil me.n suura-e-rahmaan kaa
puurii suurat sub.h-e-KHush-hangaam ne tartiil kii
Iqtidar Javed
Ghazal
nam kii tarsiil se aa.nkho.n kii haraarat kam ho
sard-KHaano.n me.n ko.ii KHvaab puraanaa na pa.De
Umair Najmi
Ghazal
zindagii kyaa hai anaasir me.n zuhuur-e-tartiib
maut kyaa hai inhii.n ajzaa kaa pareshaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
shu.uur chaahiye tartiib-e-KHaar-o-KHas ke liye
qafas ko to.D ke rakkhaa to aashiyaana hu.aa
Qaisarul Jafri
Ghazal
ya.anii tartiib-e-karam kaa bhii saliiqa thaa use
us ne patthar bhii uThaayaa mujhe paagal kar ke
Aslam Kolsarii
Ghazal
dekho mujhe ab merii jagah se na hilaanaa
phir tum mujhe tartiib se rakh kar nahii.n jaate
Danish Naqwi
Ghazal
shaam-e-KHizaa.n ko sub.h-e-bahaaraa.n banaa diyaa
tartiib-e-ziist ban ga.ii.n ta.aziire.n ishq kii
Saghar Siddiqui
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
us kaa naqsha ek be-tartiib afsaane kaa thaa
ye tamaashaa thaa yaa ko.ii KHvaab diivaane kaa thaa
Muneer Niyazi
Ghazal
tartiib de rahaa thaa mai.n fahrist-e-dushmanaan
yaaro.n ne itnii baat pe KHanjar uThaa liyaa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
dekhiye charKH pe taare bhii hai.n kyaa be-tartiib
jaise bikhre hu.e Tuk.De mire paimaano.n ke