SEARCH RESULTS
Showing search results for "तहज़ीब-ए-इर्तिक़ा"
Ghazal MATCHES FOR "तहज़ीब-ए-इर्तिक़ा"
Ghazal
ba.Daa ajiib hai tahziib-e-irteqaa ke liye
tamaam umr kisii ik ko ham-navaa rakhnaa
Jamil Nazar
Ghazal
gul-guuna-e-taraqqii-e-tahziib-o-'ilm se
shukr-e-KHudaa ki surKH hai.n ruKHsaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
me.araaj-e-irtiqaa hai tamaashaa na jaaniye
tahziib-e-asr-e-nau ko barahna na jaaniye
Sultan Akhtar
Ghazal
ye ittihaad-e-tabii.at ye iKHtilaaf-e-mizaaj
ye turfa-kaarii-e-raftaar-e-irtiqaa kyaa hai
Ijtiba Rizvi
Ghazal
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
ahd ahd-e-naa-tavaa.n har uzr uzr-e-lang hai
kyaa yahii tahziib-e-sham.a-e-mahfil-e-afra.ng hai
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
go sirr-e-irtiqaa-o-baqaa meraa jism hai
suntaa huu.n to fanaa kii sadaa meraa jism hai
Zia Jalandhari
Ghazal
itnii tahziib-e-rah-o-rasm to baaqii thii ki vo
laakh ranjish sahii va.ada to vafaa karte the
Shaz Tamkanat
Ghazal
Farooq Anjum
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
kyaa haal hai tumhaaraa aziizaan-e-lucknow
tahziib-e-ahl-e-dillii kaa pursaa.n nahii.n rahaa
Gulzar Dehlvi
Ghazal
tahziib-e-zindagaanii-e-aadam ke vaaste
zulmat-kade me.n matla-e-anvaar mai.n hii thaa
Imtiyaz Nadeem
Ghazal
sitam-zariifii-e-tahziib-e-nau tire qurbaa.n
ko.ii bhii shaKHs zamaane me.n mo'atabar na rahaa
Hira Nand Soz
Ghazal
aur tahziib-e-Gam-e-ishq nibhaa de.n kuchh din
aaKHirii vaqt me.n kyaa apne chalan ko bhuule.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
merii Gazal 'uruuj' ik tasviir-e-asr-e-nau hai
mai.n ne use sa.nvaaraa tahziib-e-fikr-o-fan se
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
bahaar naam hai tahziib-e-mausam-e-dil kaa
avaam mausam-e-gul ko bahaar kahte hai.n
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
junuu.n hai ziinat-e-tahziib-e-mahfil-e-yaaraa.n
amiin-e-hosh-o-KHirad 'arz-e-haal se bhii ga.e