SEARCH RESULTS
Showing search results for "तह-ए-ज़ुल्फ़-ए-दार"
Ghazal MATCHES FOR "तह-ए-ज़ुल्फ़-ए-दार"
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
daam-e-KHayaal-e-zulf-e-butaa.n se chhu.Daa liyaa
kyaa baal baal mujh ko KHudaa ne bachaa liyaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
duniyaa se daaG-e-zulf-e-siyah-faam le gayaa
mai.n gor me.n charaaG-e-sar-e-shaam le gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
jis jaa nasiim shaanaa-kash-e-zulf-e-yaar hai
naafaa dimaaG-e-aahu-e-dasht-e-tataar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
jab se asiir-e-zulf-e-girah-giir ho gayaa
me.n be-niyaaz-e-halqa-e-zanjiir ho gayaa
Qateel Shifai
Ghazal
havas-e-zulf-e-girah-giir liye baiThe hai.n
aayat-e-shauq kii tafsiir liye baiThe hai.n
Shahab Jafri
Ghazal
qaidii huu.n sar-e-zulf-e-girah-giir se pahle
paaband huu.n paidaa.ish-e-zanjiir se pahle
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Rasheed lakhnavi
Ghazal
qismat asiir-e-zulf-e-girah-giir ho ga.ii
zulmat me.n ghir ke mehvar-e-tanviir ho ga.ii
Ghulam Yahya Anjum
Ghazal
bhar nazar suurat-e-gul dekh to le.n ai be-dard
haa.e sayyaad abhii ham ko tah-e-daam na bhej
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
kis ko saudaa tiraa a zulf-e-pareshaa.n hogaa
kaun paaband-e-balaa-e-shab-e-hijraa.n hogaa
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
be-takalluf bosa-e-zulf-e-chaliipaa liijiye
naqd-e-dil maujuud hai phir kyuu.n na saudaa liijiye
Akbar Allahabadi
Ghazal
uljhii hu.ii hai zulf-e-tarah-daar in dino.n
pathraa ga.ii hai chashm-e-fusuu.n-kaar in dino.n
Abul Husain Azad
Ghazal
kabhii jo nik.hat-e-zulf-e-nigaar aa.ii hai
fazaa-e-murda-e-dil me.n bahaar aa.ii hai
Kausar Niyazi
Ghazal
dil ab asiir-e-zulf-e-pariishaa.n nahii.n rahaa
jab apnaa Gam hu.aa Gam-e-jaanaa.n nahii.n rahaa
Ehsan Darbhangavi
Ghazal
na gayaa KHayaal-e-zulf-e-siyah jafaa.-sha.aaraa.n
na hu.aa ki sub.h hove shab-e-tiira rozgaaraa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
har-nafas tazkira-e-zulf-e-dotaa karte hai.n
ghar me.n baiThe hu.e ham yaad-e-KHudaa karte hai.n