SEARCH RESULTS
Showing search results for "ताज़ा-तरीन"
Ghazal MATCHES FOR "ताज़ा-तरीन"
Ghazal
hunar bhii KHuub tijaarat kaa dekhiye saahab
sa.De hu.e ko vo taaza-tariin kahtaa hai
Anis Shah Anis
Ghazal
tumhaaraa dil jo churaa le vo scene tho.Dii hai
Gazal hamaarii ye taaza-tariin tho.Dii hai
Meena Bhatt
Ghazal
ishq me.n zillat hu.ii KHiffat hu.ii tohmat hu.ii
aaKHir aaKHir jaan dii yaaro.n ne ye sohbat hu.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mujeeb Shehzar
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kisii tariiq se taaza havaa giraft me.n laa
kisii sabiil se apnaa dimaaG raushan kar
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
zaalim ko bhii phir nashsha-e-bedaad-garii hai
phir ham hai.n vahii phir vahii aashufta-sarii hai
Abdullah Saqib
Ghazal
mai-e-gul-guu.n ke jo shiishe me.n parii rahtii hai
chash-masto.n me.n ajab jalvagarii rahtii hai
Waliullah Muhib
Ghazal
ai ishq ruKH-e-laala-o-shabnam kii tarii de
zaKHmo.n ko mire lutf-e-gudaaz-e-saharii de
Turfa Qureshi
Ghazal
jis sar ko Guruur aaj hai yaa.n taaj-varii kaa
kal us pe yahii.n shor hai phir nauhagarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mere lafzo.n se chalii baat mire lafzo.n kii
tai hu.ii mujh se mulaaqaat mire lafzo.n kii
Yasmeen Sahar
Ghazal
kahaa.n ke jaam-o-subuu kyaa tuluu.a-e-mai-KHaana
tirii nigaah na kartii jo kaar-e-rindaana
Raaz Muradabadi
Ghazal
gilaa nahii.n hai hame.n apnii jaa.n-gudaazii kaa
jigar pe zaKHm hai us kii zabaa.n-daraazii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ek muddat se adhuuraa hai saraapaa apnaa
gum hu.aa jaane kahaa.n bhii.D me.n chehra apnaa