SEARCH RESULTS
Showing search results for "तार-ए-रसन"
Ghazal MATCHES FOR "तार-ए-रसन"
Ghazal
luT gayaa qaafila-e-ahl-e-junuu.n bhii shaayad
log haatho.n me.n liye taar-e-rasan jaate hai.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
zabaan mu.nh me.n hai taar-e-gunah kii suurat
tumhaaraa hukm bajaa hai kalaam mat karnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
raushan hai apnii be-hunarii aaftaab se
hai sub.h ke qariib shab-e-taar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
apne mansuuro.n ko is daur ne puuchhaa bhii nahii.n
pa.D gayaa raKHna saf-e-daar-o-rasan me.n aisaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
aab-o-havaa-e-shahr junuu.n-KHez thii bahut
daaman nahii.n the phir bhii hu.e taar taar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
zamaana qissa-e-daar-o-rasan ko bhuul na jaa.e
kisii ke halqa-e-gesuu me.n vo kashish hii nahii.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
jahaa.n me.n ho ga.ii naa-haq tirii jafaa badnaam
kuchh ahl-e-shauq ko daar-o-rasan se pyaar bhii hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
daaGdaaro.n ne kuduurat se bunaa un kaa pala.ng
sumbul-e-mauj-e-rasan me.n gul hai gul me.n KHaak hai
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
marhale ziist ke dushvaar nahii.n diivaano
maavraa-e-rasan-o-daarnahii.n diivaano
Manzar Ayubi
Ghazal
kaarobaar-e-rasan-o-daar kii tash.hiir hu.ii
sarfaroshii ke yahaa.n kitne bahaane nikle
Raza Amrohvi
Ghazal
ehtimaam-e-rasan-o-daar hai ab kis ke liye
mai.n KHataavaar nahii.n aap KHataavaar nahii.n
Hira Nand Soz
Ghazal
kitne mansuuro.n kaa KHuu.n de ke tire kuuche me.n
ehtiraam-e-rasan-o-daar kiyaa hai ham ne
Nushur Wahidi
Ghazal
haq-go.ii kii paadaash me.n mansuur kii suurat
har daur me.n vaqf-e-rasan-o-daar hu.aa mai.n
Firoz Natiq Khusro
Ghazal
daastaan-e-rasan-o-daar na taaza ho jaa.e
un ke lab par hai miraa naam KHudaa KHair kare
Mohammad Arshad Azmi
Ghazal
ehtimaam-e-rasan-o-daar se kyaa hotaa hai
jis qadar zulm ba.Dhe azm sivaa hotaa hai